Sha he ke bistar ya kambal napaak he to kiya kare?
Q: Agr nightfall hojae aur aap sojao to apko agar shak ha ka bistar ka kapra ya kambal bhi napak ha to kia wo napak ha aur iska kesa pta lagya jae
Q: Agr nightfall hojae aur aap sojao to apko agar shak ha ka bistar ka kapra ya kambal bhi napak ha to kia wo napak ha aur iska kesa pta lagya jae
Q: Agar payjama ko latrin lag jaaye aur ham usse do din baad dekhe aur jab ham ne isse saaf kiya toh iska nishaan nahi jaa raha tha ham ne acchi tarah se doya toh kya ab ye pehna jaiz hai nishaan rehne ke bawujood?
Q: Kiya gloves pehen kar suwar ka gosht ko haat lagaya ja sakta hai restaurant pe?
Q: Agar bath saaf karne ke baad ya koi najasat lage to me pehle ek finger goor se dekhta hu ke hath pe koi laga to nahi phir hath soap se dohta hu. Kiya beghair dekhe hath soap se dohlene se najast bhi hat jaati he ya pehle achi tarah se dekhna chahiye phir dohna chahiye.
Q: Haath soap ke beghair paak hosakte he ya kali pani se bhi paak hosakte he lekin jab tak soap use na karu to dil nahi manta.
Q: Tiles jo zameen par lagi hoti he wo napak hojaye to ponja (geela kapra) lagne se paak hojati he? Jab tile sookh jaye aur uspe koi napaki jese bathroom se layi gayi geeli chappal ka geelapan sookh jaye aur phir dekhai bhi na de tab bhi tile paak khelayi gi?
Q: Wudhu karke agar farsh par jo normally grey color ka hota he ya tiles par geele paon rakh diye jaye to kiya paon napak hojaenge?
Farsh par bathroom se geeli chapal layi jaye ya koi napaki lag jaye to farsh sookh kar jab ke napaki sookh ke nazar na aaye to paak hojata he ya nahi?
Q: Agar koi film hum dekh rahe he or sharmgah se koi pani nikal aaye to kiya kare? Agar koi galat cheez aati he to usko nahi dekhti hu phir bhi kiya hum napak ho jate he? Hamesha mujhe aisa lagta he ke me napak hu to is ke liye kiya karu?
Q: Baaz Ulamaa se suna ke agar peeli rutoobat aurat ke agli maqam se nikle aur us me blood shamil na ho aur na infection ho to wo paak he. Kiya ye durust he? Aur agar uss discharge me kuch smell ho lekin blood bhi na ho aur na infection ho matlab ko pain koi rash koi itching nahi sirf kamzoori ho to phir kiya hukam he uss rutoobat ka? Doctor se bhi consult kiya ye he in ka kehna ke yeh peela likoria aur ab ye bhi suna ke common he ye.
Q: Agra raat ko mani nikal jaye aur subah uthne par kapro par jishan ho lekin bister par pata nahi chal raha ho ke mani kis jagah lagi he aur lagi he ke nahi lagi is kabhi pata nahi chal raha ho to kya kapro ko paak kare ya bister ko bhi?