shifa

Shifa ke liye wazifa

Q: Mujhe irregular periods ki problem hai jbse shuru hue hai tab se abhi meri umar 24 saal hai doctor ko dikhaye to unhone hormonal imbalance ki shikayat batati aur mera koi kaam bhi thk se nhi banta aap mujhe wazifa bataye aur mere jalne wale bhi bahut hai.

Wazifa for shifa

Q: My brother is undergoing treatment for migraine but without Allah help recovery is not possible so please mail wazaif for quick relief. He is also having muscle pain in chest.

Aayat-e-Shifaa khud parh le ya kisi se parha ya jaaye

Q: Kareeb ek month se mai kafi bimar hon ilaj bhi chal raha hai meri badi behen ne mere liy ayete shafa padhna shuru ki dusre din meri behen ki tbiyat kharab ho gyi to unhon ne socha pta nai meri tbyt kis wjh se kharab hai to unhone ayete shafa nai padhi mere liy 1 ya 2 din hi padh k chod di... phir kuch din baad unhon ne phir se mere liy ayete shafa shuru ki to phir se usi tarah unki raat me tabiyat kharab ho gyi to maine kaha aap rehne dein mai khud hi padh longi... Mai janna chahti hon ki aisa kuin ho raha kya mere upr koi asrat hain jis ki wjh se aisa ho raha ya koi jadoo waghaira k asrat ho skte hain... Ek baat main aapse aur puchna chahti hon asal me mere ghr me achanak bauhat tez khusboo ati hai jaise itar ki shihi puri gir gyi ho aksar mai jahan pe baithi hoti hon wahi pe but pure kamre me nai bs thodi si jagah pe ati hai khusbo. aksar jb mai khana pka rahi hoti hon to kitchen me ane lgti hai khushboo aur jb mai kitchen se bahar nikal k check karti hon to wahan pe nai hoti zra si bhi khusboo... please Iske baar me bhi btayein aisa kuin hota hai..

Tilaawat of Quraan for shifa

Q:

1. Is it permissible to gift ibaadah or send Esaale Thawab to the living? E.g.. Durood Sharif and Tilawah of Quran, Nafl Salaah?

2. Can tilawah of Quraan be made for shifa of a sick person? Will the reward of the Quran Tilawah go to them? Or through the Barkat of the Quran Allah Ta'ala will grant them shifa?

3. If one begins a khatam of Quran with niyyat of shifa for a sick person, can they make niyyat for more than 1 person and add all marhooms?

4. Should one inform the sick person that they completed a khatam with niyyat for their shifa?

 5. Please explain how Esaale Thawaab and tilawah of Quran for shifa is done. 

Wazifa for shifa

Q: How can I increase my sabar and tawakkal on Allah when being diagnosed with a great medical issue. Please tell me any zikr or any surah that I can read to calm myself from this calamity that has befallen me. Please give me any ayah that I could read to make my heart feel at ease.