announcement

Kisi ki cheez uthana aur maalik ka pata nahi

Q: Agar kesi ny kesi ki kitab utha li college mn aur uska naam pata us ky pass bilkul b nhi aur us ny kitab mn kuch tabdilin b ke di. Ab 2 saal hone ko hai iss baat ko aur his ny ye harkat ki sharminda b hai. Ab kitab na wo wapis ke sakta aur ye k ab to kitab shaid uss k b kam ki nhi rhi. Ab kia kia jae? Kia uski qimat sharee faqeer ko zaroor daay? Kia qimat sharee faqeer ko daeny k baad wo usse istimaal ke sakta? Agar ussny nadani mn us kitab ko parhny se pehly tasmia parhi to ye krna kesa aur uss pr kia hukum aae gha?