Awrate kyu mardo ke saff ke peeche namaaz parhte he?
Q: Kya aurat apne mahram aadmi se bhi peeche namaaz parhe gi? Sath kyu nahi parhsakti?
Q: Kya aurat apne mahram aadmi se bhi peeche namaaz parhe gi? Sath kyu nahi parhsakti?
Q: Me sunnat namaaz parh raha hun aur aayat-e-sajda aagayi or mene parhli he ab usi waqt sajda karu jeyse taraweeh me hum imaam ke saat krte he ya poori namaaz parh kar khali sajda karu? Dono soorat batadijiye.
Q: Agar Esha ki azaan ho jaane ke baad hum so ke uth ke namaaz ada kare to kya namaaz ho jayegi ya azaan ho jaane ke bad so jaane se namaaze esha qaza ho jayegi?
Q: While reading through your fatwas I came across one topic that has drawn my attentions. The fatwa was about "Moving into a new home". At the end part of the article there was a statement which read as follows:-"Hadhrat Ibn Mas'ood (Radhiyallahu Anhu) has reported that Rasulullah (Sallallahu Alayhi Wasallam) said: "A deserted house is one in which the Holy Qur'an is not recited."" I just wanted to know that, whether reading Namaz can be considered as recitation of Quran, as we read verses of the Holy Qur'an while performing salat itself?
Q: Kya jo namaz ka waqat he us ke andar hi namaaz ko kay dafa takheer kar ke parhna qaable muzammat or guna he?
Q: Maine khwab dekha ke mere haath me ek kitaab hai jisme choti choti aayat likhi hui hai. Maslan sureh ikhlas sureh naas wagera.. Aur mai usme se sureh tabbat yada wird kar rhi hu aur usko zabani yaad kar rhi hu.. iski tabeer jaanna hai.
Q: Me jaanna chahta hu ke agar me maghrib ki teen rakaat fard parh liya phir baad me do rakaat sunnat ki niyat kar liya surah faatiha bhi parh liya tabhi peeche se koi aakar hamare kandhe ko chu kar mere sath jamaat ke liye khara hojaye (us ko laga ke me fardh padh raha hu) to hum kya kare. Baraaye meherbaani zaroor bataaye.