urdu

Raahim naam rakhna

Q: Yeh janna chahta hoon ke kiya "Raahim" naam rakha jaa sakta hai ya nahi. Kioon ke meri naqis maloomat ke mutabiq Raahim to "Rehem karney wale" se nikla hai aur Rehem karney wala "Raheem" sirf Allah hai. 

Topi pahenna

Q: Me dawat me topi b pehanta hun mere dost bolte hy k ye kaha sy sabit hy k har time topi pehenna .. Ap muje kch hadees ka hawala de den is k sath sath me unko kia jawab do ye b btla den?

Talaaq ke ba'd rujoo' karna

Q: Mare husband nay mujay stamp paper par aik divorce likh kar di or phir maray sath 3 month tak rahe is duran un kay sath safar bi kiya motor bike per or khana wagara be wo mary hath say bana khatay or laty rahey to kaya safar karny ki waja say rujo automatic ruju ho gaya ya nahi?