Khwaab me jangli khinzeer dekhna
Q: Aaj subah jab main namaz tahajjud padh kar so gaye to khawab mein dekha ki ek jangli kala khinzeer ko main aur merey bhai mil kar jaan sey maar rahey hain aur bahut meant karney key baad hamney usey maar diya.
Q: Aaj subah jab main namaz tahajjud padh kar so gaye to khawab mein dekha ki ek jangli kala khinzeer ko main aur merey bhai mil kar jaan sey maar rahey hain aur bahut meant karney key baad hamney usey maar diya.
Q: Meray sab say chotay bhai nay khwab main dekha hai ki hum sab ghar main hain aur main jo kay us ki bari behen hoon nahatay hoa ghusal khanay main gir gai hoon aur yay sab hamaray baray bhai( jo hum say alag ho kar hamaray ghar main reh rahay hain aur bahut pareshan kar rakha hai)nay bataya hai. Aur chotu behen say kaha hai ki wo bathroom say usay nikalay.
Q: Dil me ye niyat karen ke agr mene khana khaya to meri biwi pr talaak lekin mun se kuch na bolein or sirf khana khaen to kia esa sochne se talaak hojaegi?
Q: Agar koi aurat mubaashrat karne ke baad gusal karti hy isky baad mani jo ke mard ke uske farj me thi usky qatry niklty he tou kya usko dobaara ghusal karna pre ga?
Q: Agr kapre pe mazi lagi ho aur us kapre ko teen baar dho liya jay phir sookhne ke bad us pe mazi ka nishaan baaqi reh jaaye to kya kapra paak ho jayega?
Q: Mujhe khwaab kay baray main pochna hai k meri bv bht time se aese khuwab dekh rar hai jis main, mai us se kafi door hgaya ho. Or koi hai jo us k peeche laga hota hai us ko pakrne k liye is trha k khuwab wo bohat dafa dekh chuki hai. Please is ki tabeer bata de ya koi wazeefa jo neri biwi ko is tarha k khuwab na aae bht shukriya.
Q: Sir, Pakistan sy umry py 15 din ka stay makka Mukarma mei ha mera mei un 15 dino mei daily aik bar umra krna chahta hu swal ye ha k kia har bar umry ke bad mujy baal katwany hun gy ya pehly din he sara sar mundwa lena kafi ha?
Q: Mera sawaal hai ke biwi ke sath hambistri karte waqat marad agar hath sy biwi ki sharamgah kao massle tao iss ke bare main koi sharan qabahat tao nahi?
Q: Main ne khwab main dekha keh meri beti ki kameez per kala nishan hai aur main khwaab main yeh soch ker pareshan ho rai hon keh is ko kaise wash karun. Aa please bata dein keh is khwab ka kya matlab hai?
Q: Mene khwaab dekha he hamare pados ki aurat apni bacchi ko hmare ghar chodkr gai h kuch dair k liye use bhuk lg rahi h to mai use apna dudh pila rahi hu lekin wo pi nh rahi aur sogai. Jab sokr uthi usne toilet ki is khwab ki tabeer kya hogi?