urdu

Zakaat dena aur mustahiq ko na kehna ke ye zakaat he

Q:

1. Meray pas aik tola sona ka set h ha or sath ma raqm 40000 lakin agar wo set ami ko da dun k wo bad ma shadi k zavar k sath utna or bna da gi jitna set dun gi to kia phir muj pa us set ki zakat ho gi kiu k meray pas pasay hn or bad ma muja us ki jaga or set shadi k set k sath bna k bhi dena h?

2. Agar ma zakat ki niyet se pasy kisi mustahiq ko pohchanay k liye kisi ko dun k ye pasay ap usay yani mustahiq ko da den lakin ma dono ko na btaon k ye zakat h to kia ada ho jaye gi?

3. Kia is tarha malik bnanay ki shart poori ho jaye gi ?

Soosral dakhal andaazi karna

Q: Mere wife ke parents or uske brothers and sister har chiz me dakal andaze karte chahe wo gr ke ho ya bahar ke problems kuch be ho wo dakal andaze karte hai jis ke waja se hum dono husband and wife aksar bohat pareshan hote hai or iske waje se hum dono ke bech me be maslae hojate hai ap ko asa wazifa bataye k Allah paak unko samaj or Allah paak unko sae rasta dekae ya koi asa amal ho please mashwara den.

Hurmat-e-musaaharah

Q: Agar wife husband hambistri/jama kr rahay hon aur husband shehwat ki halat mai beti(age 7 years) ko bed ki aik side pr kernay k lye touch karay to kia hukam ho ga. Shahwat biwi k lye hai na k kisi or k liye.