Nikaah ke bad rukhsati ko delay karna
Q: Rukhsati k bina nikah kab tak jaiz hai or kitna time rukhsati delay ki ja skti ha.
Q: Rukhsati k bina nikah kab tak jaiz hai or kitna time rukhsati delay ki ja skti ha.
Q: Mujhe namaz ke baare me bataaye kaise padha jata he imam ke peeche jab parhte he to kaise parha jata sirf sunna rehta ya khud se alhamdu aur surah parhna chahiye?
Q: Me Barcelona Spain me rehta hon r taxi ka kam krna chahta hon kya me taxi licence kridne ke lye bank se qarz le skta hon karobar ke lye.
Q: Kia bank ko jaga karaya par dana jaiz ha
Q: Ladki ki shadi ke liye walid ka razi hona zaruri h to kya ladke ke liye bhi walid ka razi hona zaruri hai jisse shadi ho he nahi sakti.
Q: Kuch padhne ke liye btae jisse jism mai susti kam ho or dimag or dil mehnat karne ko chahe .
Q: 2 aadmi hai dono ki ek biwi ek ladka or ek ladki hai dono ek din mai 500 rupee kamate hai ek to wo paise khane or biwi bacho pe kharch kar deta hai dusra sasta khana khata h or biwi bacho pe kanjusi se kharch krta hai or paiso ko jama karta hai kyuki use bachi ki shadi karni hai or ghar lena hai ya koi or wajah hai to dono mai se Islam ki nazar mai kon saheeh ya behtar hai.
Jo paise kamae jae unhe jyaz tarike se kharch karke Allah se ye ummid rakhna ki paisa kuch nahi hai Allah chahe to asbab banake kahi se bhi de dega kya ye sochna galat hai ???
Q: Hazrat Khizr (radhiyallahu anhu) ke bare mai maine padha hai ki unhone aabe hayat ke chashme ka pani pia hai to unko mout nahi aegi or ye koshish Zulqarnen ne bhi ki thi magar wo nakam rahe or Khizr (radhiyallahu anhu) Allah ke peghambar the ya nahi.
Q: Kiya Ahle hadeedh ky peechy Ahle Sunnat ki namaz e janaazah adah hote ha?
Q: Chota bacha yani che mahine ka bacha agar ulti kar le to woh kapra jis par us ne ulti ki he wo paak he ya napaak?