urdu

Bhabi aur devar ek kamre me sona?

Q: Kia bhabi or devar ek hi kamre main so sakte hai. Q k devar na mehram hai lakin us kamre main shohar or sasur saas b sote hai. To is tarha sona jaiz hai jb k aksar ye halat hoti hai k devar uthta hai to bhabi ki cndition kbhi aese hoti hai k un ka pait dikh jata hai ya pair ya sone ki condition aese hoti hai k ajeeb lagta hai to islam is baray main kia kehta hai

Talaaq ku kisi shart par mu'allaq karna

Q: Eak admi ne apni bivi ko shadi k pahely jis ladke k sath bivi ka galat rishta tha or bivi k batane per shohar ne bivi ko kha ki aaj k baad tu ager us se mili ya baat ki salam dua kari ya hansi to tere mere rishta khatm iss k shohar ne bivi se kha tere ko ager mere se khushi nhi mile to mujh se khena tu jahn khush rhegi mai khud teri shadi karadunga usk sath dhoka mat dena usk baad 3 din guzarne per bivi k sir k baal me safedi dekhne per bivi se shohar ne uski umar puchi to bivi ne us ki umar zada batyee jo k shadi k rishte k wakt shohar ko galat umar bataya gaya tha shohar jo yateem tha uska saath dene wala koi nhi tha usko laga ki dhoka hua hai mere sath wo bhot narwas hua or rone laga tab bivi ne shohar se kha ki tum dusri shadi kar lena or mujhe kabhi chhodna mat mai bhi akeli hun mere ghar wale sirf mujhe istemal kare hai apne bachhe palne k liye mera koi nhi hai sirf tum ho or pagal maa hai mai bhi yateem hun tab miya bivi bhot zada zjbati hogaye or shohar ne bivi se kha ki mai kbhi talak nhi dunga tujhe or kabhi gusse me or pareshani me khe bhi dun to tere mera talak nhi hoga iss bivi ne hami bhi bhari or shohar ne tab bivi se kha ki tu ager mere ilawa kisi or se nikha jab jab kari to nikha karte hi to 5 minut me us k liye tu hamesha k liye haram hojaye gi tere ko shadi karna hai to mujhe khena mai khud teri shadi karwaunga iss k kuch din baad miya bivi me kuch anban hui bivi ne apne shohar ka baniyan jo pahena hua tha wo pahd diya hansi mazak me ya gusse me tab shohar ko bhot gussa aya or tu teri maa k ghar ja rhi hai tab wapes ana apne bhai ko le kar bhai nhi aya to mat ana mager bivi wapes ayee bina bhai k tab shohar ne bivi se kha ki mai mana kiya tha tere ko bhai k sath ana nhi mat ana tab bivi khamoosh rhi shohar ne kha chal nikal yan se utha tera saman mai nhi rakh sakta tujhe tu apne bhai ko bula or chale ja tab shohar ne bivi k bade bhai ko call kar k ussi wakt ghar bula kar sari baat suna di or shadi k baad se jo baat hui hai kis waja se pareshan hai wo bhi bata diya bivi k bhai ne dono ko samjha bhujha kar mamala rfadafa kar diya shohar us wakt bivi ko talak dene per amada tha ...iss k kuch din guzarne k baad bivi jo hamal se thi hamal k doran hone wali taklif or dusri owrton ko hone wali taklif k bare me maa k ghar se sunn kar aati thi or apne dil wo demag per hawi kiye rheti thi or jo baat sunn kar aati wo baat 2 din gzarne k baad uske sath hone lagti thi or bivi ko apne maa k ghar se zada lagaw tha or wo hafte me 2-3 baar maa k ghar jati thi eak din bivi ma k ghar se wapes ayee to bivi ne apne shohar ko maa k rishte daar jo dusre elako me rhete hai un k bare me batana shuru kiya or bivi baat k doraan apne shohar se hamal k doran talak pane wali orton k bare me baat shuru ki or kuch rishte daar jo aseb zada makan me rhete hai un k bare me batana shuru kiya or aseb zada ilako me rhene wale rishtedaron k bare me batana shuru kiya tab shohar ne kha ki tu jana mat un logo k ghar tab bivi ne bhot zada hamdardi dikha rhi thi un rishtedaron k liye tab shohar ne kha ki ye hojane de uske baad jana mere sath jana ghar walon k sath jana mager abhi mat jana tab bivi ne kuch zada hi apne shohar ko gussa dila rhi thi or kha ki mai jaungi mere rishtedaar hai tab shohar ko bhot majboor kar rhi thi na manne ki surat me shohar ne bivi ki zindagi or hamal ki hifazt k tor per bivi se kha ki apne hath k ishare bivi k pet ki taraf iss k hone tak tu maa k ghar se dawakhana jaye gi or maa k ghar se tu wapes apne ghar ayeegi akele or tere ko jane hai to ghar walon k sath un rishtedaron k ghar jana sab k sath ya mere sath akele nhi tu ager gayee maa k ghar se un logo k ghar koi bhai koi bua khala nani mamai k ghar to 3 talak iss k baad bivi maa k ghar se sirf dawa khana gayee kuch din guzarne k baad fir miya bivi me an ban hui to shohar ne bivi se kha ki nikha k ilawa aaj tak jo bhi baat kha hun wo sab khatm karta hun ujhe muaf karde tu muaf kari na muafi ka jumla 5-7 baar adda hua fir kuch din guzarne k baad miya bivi me bhai ka ghar jane ko le kar bahes hui ta shohar ne bivi se kha ki tu ager maa k ghar se gayee to khuda ki kasam talak pad jaye gi iss k baad bivi maa ka ghar se srif dawakahna gyee kuch din guzarne k baad fir miya bivi me bahes hui tab fir shohar ne bivi se phely ki tarha muafi manga fir ramzan me bivi k bade bhai ne call kiya or iftar ki dawat di tab bivi ne talak ki baat apne bhai se kha tab koi baat nhi hui bivi asar k wakt apne shohar zid karne lagi or rone lagi apne bhai k ghar jane k liye tab shohar ne khud apne ghar se bhai k ghar iftar karne k liye chhoda tha tab bivi iftar kar k apne ghar agyee thi usk baad ramzan me hi bivi maa k ghar jane ki baat kari shohar ne maa k ghar chhoda tha bivi ko or iftar kar k call karne ko kha mager bivi ka call nhi aya to shohar ne bivi k ghar call kiya or call karne per eak aadmi ne phone uthya tha wo khe rha tha aaj k baad phone karna maat sab tera khatm hogya hai jo bhi baat karne ka hai bade logo se karna iss k baad rishta lagane wale aadmi ka phone aya or milne ko kha or milne per wo aadmi kheta hai tere talak hogaya hai ab eid k baad baith kar baat hogi or ab teri bivi jo thi usko iddat me baitha diya hai or na hi bivi ne jo bayan diya hai 12-15 log k samne or 3 mufti k samne wo shohar ko mila nhi...... iss per sawal hai ki jin logo ko le kar miya bivi me bahes horhi thi un logo k ilawa dusre bhai or bua k ghar jane per talak hogi.... shohar ne jo bayan k shuru me kha hai ki tu ager us se mili yaa baat kari hansi ya salam dua kari to tera mera rishta khatm iss ki shart pane per kya hukm hoga jab shohar ne bivi se kha ki mai tujh ko nhi rakh sakta utha tera saman nikal yahn se iss per kya hukm hoga

Qur'an Shareef ke saat nihaayat adab owr ihtiraam zuroori he

Q: Aik baat aap sa pouchni thi k ma apni barie beti ka Quraan ka sabaq sun rahi thi (Surah Fatiha) ma na ussay kafi surtein yaad ker waiyi hui hain tu ma kal sun rahi thi tu ussay bholi huiyi thi andher or jb b Quraan sunay ki baat ati ha iss tarha ghalti hotie ha tu mujy buht shadeed ghussa atta ha tu ma kafi ussay marti b rahi iss baat per pher phir ma ny ussay kaha k (Ab bakwas karo) iss ky baad sa mujy khayal ayya k ma na kuch ghalt kh diya ha ma ab ma kafi prashan hon ma ny beti ko kaha or buht ghussay mein thi app iss per mujy jawab day dein k iss tarha khnay sa khuda na khawasta mara iman per asar nikah per asar ma kafi prashan hon jawab day dein jazakAllah

Deen ke oopar madhbooti se jame rehna

Q: Meri zindge ghaltiyo sy bhari hui hy or ghaltiya b aisi jo jan bojh k nai karti bus ho jate hy theek tareeqy sy mera koi b kam ho raha ho main aisi ghalti kar deti hu k sub khatam khud mera nuqsan hota hy lakin mujh sy jury har rishty ko b takleef hoti hy .meri shadi ko 4 sal huwy 2 sal sy maiky main the seprat rehti hu meri sas mery shohar sy larti rehti hain un ko kehti hain tumhri bv milte nai hmain shakal b nai dikhati.or such bat ye hy k kuch sas k ghusy sy dar lagta hy or kuch sharmindagi hy apni ghaltiyo py himat nai hoti unka samna krny ke aulad ke naimat sy b mehroom hu deen sy b kafi dur hu jutna qareeb hona chahti hu utni dur ho jati hu meri islah farmaiye.