Saat saal ki larki se hurmat-e-musaaharah?
Q: Larki ki age agar 7 saal ho to kia touch kernay se hurmat e musahrat sabit ho ge?
Q: Larki ki age agar 7 saal ho to kia touch kernay se hurmat e musahrat sabit ho ge?
Q: Agar koi baal katwanay sa phly ihram utar da la ilmi ma, to us ka leya keya hukam ha?
Q: Larkiya nail polish lagale to kiya wudhu nahi hota?
Q: Humara ik dost jo 14 August ke moke per apni behn ko lekar ghoomne ja raha tha abi pohnche bhi nahi thy ke raste main accident howa or dono mar gaye to kya ye shaheed howe ya nahi? Boht se logon ka khayal hy ke shaheed hen aur boht ka khayal hy ke nhi.
Q: Agar koi shakhs najasat ke haalt me ho chahe wo ihtilaam ya musht zani ki wajh se ho aur us ne napaak kapra pehna ho is haalat me us se paseena aaye ya kapre par paani ghir jaaye kya wo shakhs poore kapre ko dole jo paseena ya paani ki wajh se tar huwa he ya sirf wo napaak jaga jaha pe maani laga huwa he?
Q: Meri shadi ko 2 saal honay walay hain or koi bacha nahi hai or 6 mahenay se lady docter se apni bv ka ilaj kar wa raha hon par koi faida nahi hoa abb meri bv humbistari kai liye bhi jaldi nahi tiyar hoti jab tak uski sharmgah ko kuch na karon or WO mujhay apnay sharmgah par mon lagnay ko kehti hai or mujhay majbooran karna padta hai q kai jab tak husband and wife mil kai humbiatari na karay to koi faida nahi hota or mujhay ulad kai liye ye karna padta hai to mujhay batain mai kiya karon
Q: Kya Allah pak talaaq maaf karta hai agar sache dill se chaho toh?
Q: Hum kafiron se nafrat krte hain to phir unki banai hui chez kun istimal kerte hain?
Q: Ulama ka kehna he ke Deobandi imam ke peeche namaz nahi hoti iska sharee hukam kya he?
Q: Meri 2 years pehly jannat mir nami bandy sy engagement hoi humary khandan mein kch log is rishty sy khush nhi thy r jaado tony karwa rahy thy me ny r mery mangaitar ny 2 natal salat toba par k Quran py hath rak k kaha tha k hum dono aik dosry ko husband wife manty r r jald shadi kary gy kal jannat ny gussy mein mjy 3 bar keh dia k me ny tumy talaq d to kia humari mangni r humara rishta khatm ho choky hy Allah r sharah k nazdeek mjy fatawa dy k ab hum kia kary toba r koi sadqy ya phr humara rishta khatm ho gya plz guide me mery parents dono ki death ho choki hy me ab kia karo.