Kya alag rehne se nikaah tootta he?
Q: Nikaah ke batil honey ka time period kiya he?
Q: Nikaah ke batil honey ka time period kiya he?
Q: Mujhe khwaab ki tabeer jaanni hai. Meri aunty jinka inteqaal ho chuka hai 6 months pehle mujhe hi nahi balke 2 aur jan ke khuwab me bin kapdo ke aai hai. Mere khuwab me me unhe nehlarahi thi. 2 ke khuwab me unhe bin kapdo ke dekha to pucha aap ne kapde q nahi pehne to kaha mere paas kapde nahi aur 3 ke khuwab me bhi bin kapdo ke unko dekha to iski please tabeer bata dein.
Q: Me aksar khuwab mein dakhta hu k mein imtehani kamre me betha hu or imtehan dera hu
Q: Mera sawal yah hai ki khawab me kuch log mujhe riste ke liye dhekne aaye par dhekte hi bole ki ye to 30 saal ka lagta hai or beijatti karke chale gaye iski tabeer kya hai
Q: Me nafs par control nahi kar pata hun.
Q: Mjhy ap sy khawab ki tabeer puchni ha mjhy aksar khawab ata ha k koi cheez mery peechy lagi hoi ha jo mjhy marna chahti ha aksar sanp (snake) hoty hn aur main bhaag bhaag kr thak jata hu aur chahta hu k khud ko us k hwaly kr du magr esa nhi krta. phir khwab daikhta hu k masjid jata hu aur mjh sy namaz main qirat nhi parhi jati aur mjh main jin ajata ha . aj khwab daikha k mery pichy sanp lag gya ha jo sary rasty mery sath rehta ha magr main jb ghr ata hu tau us k 2 tukry kr daita hu aur us sy itna blood niklta ha k ghr bhr jata ha. main student hu . Age 20 sal. namaz ki pabandi nhi.magr 2-3 namaz lazmi parhta hu
Q: Ma na khwab kai bardakha K yajooj majooj ki qoam k 2 insaan mjhy pakrny aty hain or ma chup jati HON jahan b chupti HON dhond lety hain lamby lamby qaad moty kaly Bari Bari ankhain nafsa nafsi ka alam hota ha har koi bhaag raha hota ha wo aik insaan ko utha k munh ma dalty hain or kha jaty han. Please mujy es ki tabeer bata da ya khwab ma na kai bar dakha ha.
Q: Agar kisi ne apni beti ke sath jo 12 ya 13 saal ki he. Usne apni beti ko galat nazar se touch kiya or sirf kiss kiya. To kya uska nikah tut jata he? Sex nahi kiya. Or agar nikah tut jata he to us orat ko yani apni wife ko wapash nikah me lane ki koe surat he? Or agar nikah nahi tuta to us gunah ka kya kaffara he?
Q: Kya aurat apne pair ke baal waxing kara sakti hai?
Q:
1. Mujhe lagbhag chaar saal se OCD ki problem hai. Shuruwaat mein toh mai toh bilkul pagal jaise hogyi thi lekin Allhamdulillah abhi theek hun . Mujhe bohat waswase aaten hai lekin jaise jaise ilm haasil hua toh ye waswase kam ho gye. Lekin meri sabse badi problem ye hai ke jo deen ko lekar aur Allah ko lekar jo khyaalaat aatein the wo abb bhi aatein hain . Agar main inke baare zyaada sochti hun toh ye aur zyaada badd jatein hain aur jab ignore karti hun toh lagta ke mujhe inki parwaah nhi hai aur ye sab main jaanboojh kar soch rahi hun. Pehle ye sab soch kar mai bohat roti thi lekin jab se ye pata chala hai ke ye sab shaitaan ke wajah se hain tab se mai nhi roti lekin bohat bura lagta hai aur tarhat mein doubt rahta hai?
2. Kya Islam mein dimaagi beemariyon ko beemari ke tor par dekha jaata hai. Kya ocd ki wajah se aane waale gande khayaalon ki saza hogi jabki wo sab hum zabaan par laana toh dooor hum dil mein bhi uske baare mein nahi sochna chahte kyun ye khayaal bohat bure , gande aur bohat hi zayaada galat hain aur ye sab bohat badi hastiyon ke baare mein hai? Kya Allah paak mujhe iske liye saza denge mai paancho waqt ki namaz bhi padti hun aur Qiraan bhi roz padti hun.