dangerous statements

Khuda Ta'ala par shikaayat karna

Q: Mujhe ek masla malum karna hai ek ladki hai jo apne waalid ki izzat karti hai magar uska waalid uski taraf sakht dil hai or wo ladki job karti hai ghar mai bhi paise deti hai magar uska waalid befikr hai wo kaam nahi karta or waalid 5waqt ka namazi dusro ki madad karne wala tahajjudguzar or haj bhi kia hua h sadqa zakat time pe dene wala islamic rules pe muqammal chalne wala hai magar uski beti ki taraf uska rawaiya thik nhi or uski beti job karti hai phr ghar mai bacho ko tuition deti hai paise ghar mai deti hai jisse uski maa uski shadi ka saman or ghar mai bhi kharch karti hai .. bachpan mai 15 saal ki umar tak bachi ko baap marta bhi tha ab nahi marta magr jb ladki gharpe aati h sham ko mehnat karke thak jati hai to uska waalid usse ghar ke kaam bina taras khae karata hai or kehta hai namaz padho to is rawayye se ladki 23 ki hone ke baad ab keh rahi hai ki allah uske sath galat kar rha hai or aisi aisi baten bol rahi hai to mujhe ye malum karna hai ki ladki ka pareshan hoke aise alfaz nikalna kaisa hai or ye ladki aisi condition mai h ki isko lgta h duniya mai isse zyda koi pareshan nahi ise kisiki sunni bhi nahi hai to ise kaise samjhae iska kya ilaaj ho skta hai or baap se koi baat nahi kar skta kyuki wo kisiki nahi sunta. Please detail mai batae.

Qasdan kufriya alfaaz kehna

Q: Mufti sb ye bata dain ka jo Bollywood actors yht sa actors film main bhi a koi singers wagera jo apna ap ko muslim kahta hn laikin laikin ya sb aksar gano aur filmo main kufriya ganr aur juumla bool data hn ya ga jate hn shah rukh khan salman khan amir khan aur bhi bht sa hn film main bhi hindu ya kch aur bane hoe hota hn aur kch ganu main to butto kopoj rahe hote hn mazAllah ya sb to kufriyaat hn is sb sa to insaAN musalmaan nhi rahe gaya koi singer kufr bak data h phr bhi apna ap ko muslim khta h hume kya pta us na toba aur tajdeed e iman bhi ki h ka nhihum us ko kya samjhe hum pr koi kisi kism ka wabaal to nhi ae ga ya phr ap btae shah rukh ka ek song main to wo ya bhi dilchaspi sa kah raha ka mazAllAH (TUJ main rab dikhta hh yara main kya Karo) astAGfirrullahmazALLAH kya hukm ho ga?

Khatarnaak jumla kehna

Q: Mufti sb main na ek dost sa kaha ka imaandarai ka sath business karo kaam karo us na aga sa kaha ka imaandari sa ****hasil hota h us na gali nikali aur wo gali main nahi bta sakta laikin mard ki sharamg ka mutaliq gali thi to main na is jumla ko har giz acha nahi samjha aur astagfirrullah kaha us ko bhi kaha ka toba karo kya ya fohash goi h ya jumla kufr imandari sa mtaliq.