Kya sunnat aur witr parhna zaroori he?
Q:
1. Mujhe ye poochna tha ke kya farz namaaz ke saat sunnah ya witr namaaz parhna zaroori he ya chor sakte he?
2. Koi wazifa ya aayat bataye jo ke hamal me parhi ja sake, bache ki hifazat ke liye aur bache ki paidaaish asaan hone ke liye.