Fardh namaaz ko khaawind ki wajah se muakhkhar karna
Q: Meri waalidah keti he agar showhar biwi ko kahe ke namaaz mat parho mera kaam karo pehle to biwi ko uska hukam maanna hoga namaaz chorke ye maqaam he showhar ka? Kya ye saheeh he Islam me?
Q: Meri waalidah keti he agar showhar biwi ko kahe ke namaaz mat parho mera kaam karo pehle to biwi ko uska hukam maanna hoga namaaz chorke ye maqaam he showhar ka? Kya ye saheeh he Islam me?
Q: Mai subha fajar ki namaz ke liye nahi uth pa rahi. Bhot susti hoti he. Mujhy koi wazeefa bata den.
Q: Kya jo namaz ka waqat he us ke andar hi namaaz ko kay dafa takheer kar ke parhna qaable muzammat or guna he?
Q: Mera masla ye he ke me CA ki paraai kar rha hu or training kar rha hu CA ke pass wo mujhe namaaz parne se mana karte he to bataaye me kya karu? Kya me do ya teen waqt ki namaaz ayk saath padh sakta hu?
Q: Mujhe koi aisa wazifa bata de jis se me namaazi ho jawu. Me pehle khushi khushi namaaz parhti thi. Pata nahi ab kia ho gaya he. Mujhe namaaz parhne ka dil nahi karta. Me jitni bhi koshish kar lu aik do namaze hi parhti hu wo bhi kabi kabaar. Mujhe koi wazifa bata de.
Q: Mera sawaal he ke agar namaaz qaza parh li jaye, to qaza namaaz ka parhna qiyaamat ke din saza ka baais banega?