Chori huwi cheez ki qeemat nokar ke tankha se kaatna
Q: Nokar agar aap ke qeemti kapre chora le to saza ke tor par uski tankha kaat sakte he?
Q: Nokar agar aap ke qeemti kapre chora le to saza ke tor par uski tankha kaat sakte he?
Q: Agar ek shakhs Master Degree holder ho. Finance ke sath aur latadad dafa govt jobs ke liye apply kar chuka ho paisa bhi zaya kar chuka ho fees ki mad me, calliber or experience bhi ho tests pass bhi he lekin sifarish ya paiso ke na dene ki wajah se job se mahroom hojaye, aur over age hone ke khadsha ho to kiya aisi surat me govt job ka husool ke liye paisa dena rishwat ke zamre me ayega aur jaiz he ya nahi?
Q: Ek jagah job kar raja tha. Waha se ab chor di he lekin un ki kuch amount mere paas he jin ka unhe ilm nahi. Un ko waapis karne ka tareqa bata de. Me un ke notice me nahi lena chahta ke amount kaha se aayi ya phir bata de ke itni he amount me sadaqa ya khairat kar sakta he.
Q: Mera police dept. se ta'aluq hai. Hume investigation karni parti hai. Lekin hame sarkar ki taraf se koi muawaza nahi milta. Agar darkhawast dahendah se paise lete he to rishwat me shumar hoti hai. Agar na le to apni jaib se kharcha bardasht karna parta hai. Puchna ya hai keh jo kharcha hum apni jaib sy karte he. Kiya uska ajar hame milega. Agar mile ga to kis surat me?
Q: Mew ek private job karta hu aur mujhe ek system aur internet connection dia gaya he. Me saath Dars-e-Nizami bhi kar raha hu to kiya mera deeni taleem ke liye office ka internet aur computer istimaal karna jaaiz he kitaabe parhne ya download karne ke liya?
Q: Me five hotel me kaam karta hu. Waha staff ke liye cafeteria he aur me ek cook hu alag restaurant me. To me khana apne restaurant me bana kar kha leta hu cafeteria me nahi jata kyun ke hume time nahi milta busy rahte he. Phir hume waha khana mana he phir bhi hum kha lete he phir humara jo in charge he wo hume mana nahi karta waha khane he uski ijaazat se hum waha kha lete he to kiya ye saheeh he aur wo khana kha khate he jo bach jata he baad me.
Q: Cigarette ki company me kaam karna jaiz he? Marketing ka kaam ya koi aur kaam?
Q: Shia ke ayk school me Muslim asaatiza asre taleem de rahe he. Waha ka ayk qaanoon he ke koi mazhab ka aadmi apni mazhabi ibadat0 ke liye nahi ja sakatha chunaanche muslim asaatiza namaaz ko nahi jaasakthe hatta ke jumua ki namaaz ko bhi janeko ijaazat nahi he. Ayse school me khidmat karna jaaiz he ya nahi ya koi aur surat nikal sakte he?