suspended talaaq

Talaaq ka shart (condition) lagaane ke bad shohar shart ku katam nahi karsakta

Q: Mera sawal ye ha k agr shohar talaak k lye condition lga de k aisa kya tu tumhen talaak hojaegi phr bd men khud us condition ko khatam krne k lye keh de k aisa krlo koi bat nhn tmhen talaak nhn or men apne words wapis leta hun tu kya condition khatam hojaegi? Kya ye tareeka thek ha ya conditional divorce ko khtm krne k lye kuch or krna hoga?

Shohar aur biwi ko yaad nahi ke talaaq ka shart lagaya ya nahi

Q: Mera sawal ye ha k agr shohar koi condition lga de divorce pr or bewi phr shohar se exact baat poche kun k mjhe b exactly nhn yaad k jumla pora kya tha k condition hone pr talaak ha ya de dunga ... Mjhe srf itna yad ha k husband se mne kaha k agr ap ne aisa kya tu mjhse sb khtm tu uspr shohar ne kaha k haan mere b yehe shart ha k agr tum ne aisa kya tu.... Agay kya kaha tha ye yaad nhn... Husband se pocha tu unhu ne kaha mjhe kuch b yad nhn k mne aisa kuch b kaha tha... Par agr tmhen mana kya tha tu tum mat krna... Agr shohar ko yaad hi na ho k usne condition lgayi the divorce pr tu kya wesa hojane pr talaak hojaegi?? Aisa kuch hua nhn par galti se vo kaam hojaye ya bhool chook se... Or shohar kahe k mjhe condition lgane ka kuch b nhn yaad k aisi koi bat mne ki tu kya tb b conditional divorce valid hogi???

Talaaq ku kisi shart par mu'allaq karna

Q: Eak admi ne apni bivi ko shadi k pahely jis ladke k sath bivi ka galat rishta tha or bivi k batane per shohar ne bivi ko kha ki aaj k baad tu ager us se mili ya baat ki salam dua kari ya hansi to tere mere rishta khatm iss k shohar ne bivi se kha tere ko ager mere se khushi nhi mile to mujh se khena tu jahn khush rhegi mai khud teri shadi karadunga usk sath dhoka mat dena usk baad 3 din guzarne per bivi k sir k baal me safedi dekhne per bivi se shohar ne uski umar puchi to bivi ne us ki umar zada batyee jo k shadi k rishte k wakt shohar ko galat umar bataya gaya tha shohar jo yateem tha uska saath dene wala koi nhi tha usko laga ki dhoka hua hai mere sath wo bhot narwas hua or rone laga tab bivi ne shohar se kha ki tum dusri shadi kar lena or mujhe kabhi chhodna mat mai bhi akeli hun mere ghar wale sirf mujhe istemal kare hai apne bachhe palne k liye mera koi nhi hai sirf tum ho or pagal maa hai mai bhi yateem hun tab miya bivi bhot zada zjbati hogaye or shohar ne bivi se kha ki mai kbhi talak nhi dunga tujhe or kabhi gusse me or pareshani me khe bhi dun to tere mera talak nhi hoga iss bivi ne hami bhi bhari or shohar ne tab bivi se kha ki tu ager mere ilawa kisi or se nikha jab jab kari to nikha karte hi to 5 minut me us k liye tu hamesha k liye haram hojaye gi tere ko shadi karna hai to mujhe khena mai khud teri shadi karwaunga iss k kuch din baad miya bivi me kuch anban hui bivi ne apne shohar ka baniyan jo pahena hua tha wo pahd diya hansi mazak me ya gusse me tab shohar ko bhot gussa aya or tu teri maa k ghar ja rhi hai tab wapes ana apne bhai ko le kar bhai nhi aya to mat ana mager bivi wapes ayee bina bhai k tab shohar ne bivi se kha ki mai mana kiya tha tere ko bhai k sath ana nhi mat ana tab bivi khamoosh rhi shohar ne kha chal nikal yan se utha tera saman mai nhi rakh sakta tujhe tu apne bhai ko bula or chale ja tab shohar ne bivi k bade bhai ko call kar k ussi wakt ghar bula kar sari baat suna di or shadi k baad se jo baat hui hai kis waja se pareshan hai wo bhi bata diya bivi k bhai ne dono ko samjha bhujha kar mamala rfadafa kar diya shohar us wakt bivi ko talak dene per amada tha ...iss k kuch din guzarne k baad bivi jo hamal se thi hamal k doran hone wali taklif or dusri owrton ko hone wali taklif k bare me maa k ghar se sunn kar aati thi or apne dil wo demag per hawi kiye rheti thi or jo baat sunn kar aati wo baat 2 din gzarne k baad uske sath hone lagti thi or bivi ko apne maa k ghar se zada lagaw tha or wo hafte me 2-3 baar maa k ghar jati thi eak din bivi ma k ghar se wapes ayee to bivi ne apne shohar ko maa k rishte daar jo dusre elako me rhete hai un k bare me batana shuru kiya or bivi baat k doraan apne shohar se hamal k doran talak pane wali orton k bare me baat shuru ki or kuch rishte daar jo aseb zada makan me rhete hai un k bare me batana shuru kiya or aseb zada ilako me rhene wale rishtedaron k bare me batana shuru kiya tab shohar ne kha ki tu jana mat un logo k ghar tab bivi ne bhot zada hamdardi dikha rhi thi un rishtedaron k liye tab shohar ne kha ki ye hojane de uske baad jana mere sath jana ghar walon k sath jana mager abhi mat jana tab bivi ne kuch zada hi apne shohar ko gussa dila rhi thi or kha ki mai jaungi mere rishtedaar hai tab shohar ko bhot majboor kar rhi thi na manne ki surat me shohar ne bivi ki zindagi or hamal ki hifazt k tor per bivi se kha ki apne hath k ishare bivi k pet ki taraf iss k hone tak tu maa k ghar se dawakhana jaye gi or maa k ghar se tu wapes apne ghar ayeegi akele or tere ko jane hai to ghar walon k sath un rishtedaron k ghar jana sab k sath ya mere sath akele nhi tu ager gayee maa k ghar se un logo k ghar koi bhai koi bua khala nani mamai k ghar to 3 talak iss k baad bivi maa k ghar se sirf dawa khana gayee kuch din guzarne k baad fir miya bivi me an ban hui to shohar ne bivi se kha ki nikha k ilawa aaj tak jo bhi baat kha hun wo sab khatm karta hun ujhe muaf karde tu muaf kari na muafi ka jumla 5-7 baar adda hua fir kuch din guzarne k baad miya bivi me bhai ka ghar jane ko le kar bahes hui ta shohar ne bivi se kha ki tu ager maa k ghar se gayee to khuda ki kasam talak pad jaye gi iss k baad bivi maa ka ghar se srif dawakahna gyee kuch din guzarne k baad fir miya bivi me bahes hui tab fir shohar ne bivi se phely ki tarha muafi manga fir ramzan me bivi k bade bhai ne call kiya or iftar ki dawat di tab bivi ne talak ki baat apne bhai se kha tab koi baat nhi hui bivi asar k wakt apne shohar zid karne lagi or rone lagi apne bhai k ghar jane k liye tab shohar ne khud apne ghar se bhai k ghar iftar karne k liye chhoda tha tab bivi iftar kar k apne ghar agyee thi usk baad ramzan me hi bivi maa k ghar jane ki baat kari shohar ne maa k ghar chhoda tha bivi ko or iftar kar k call karne ko kha mager bivi ka call nhi aya to shohar ne bivi k ghar call kiya or call karne per eak aadmi ne phone uthya tha wo khe rha tha aaj k baad phone karna maat sab tera khatm hogya hai jo bhi baat karne ka hai bade logo se karna iss k baad rishta lagane wale aadmi ka phone aya or milne ko kha or milne per wo aadmi kheta hai tere talak hogaya hai ab eid k baad baith kar baat hogi or ab teri bivi jo thi usko iddat me baitha diya hai or na hi bivi ne jo bayan diya hai 12-15 log k samne or 3 mufti k samne wo shohar ko mila nhi...... iss per sawal hai ki jin logo ko le kar miya bivi me bahes horhi thi un logo k ilawa dusre bhai or bua k ghar jane per talak hogi.... shohar ne jo bayan k shuru me kha hai ki tu ager us se mili yaa baat kari hansi ya salam dua kari to tera mera rishta khatm iss ki shart pane per kya hukm hoga jab shohar ne bivi se kha ki mai tujh ko nhi rakh sakta utha tera saman nikal yahn se iss per kya hukm hoga

Suspending the talaaq

Q: If a husband said to his wife that if you talk to your sister then you will be divorced. Later on the husband gives her the permission to talk to her and said to her I will not say anything to you and you can talk to your sister, and after that the wife talked with her sister. In this case will the divorce occur or not? 

Suspended talaaq

Q: If a man divorces his wife for the frst time but then they reunite and every thing sorted out. Again after a period of time they again got divorced and again they remarry and everything sorted out but the third time if a man asked his wife that he is going abroad and not to go out without his permission otherwise it'll be considered a divorce. So now is it considered a final divorce? I mean if in this situation is it considered 3 divorces at a time because she went out without his permission... and if both are willing to live together for the sake of children is it possible for them to do so without 'halaala'. Kindly can I get your copy of fatwa regarding this as it is a serious domestic issue. 

Suspending a talaaq

Q: My sister and brother in laws abuse me very badly so I told my husband that I won't cook food for them. Then my husband said that if you won't cook food for them then I have also one condition that you have to leave your mother forever and never talk to her otherwise our relationship is over. On this condition I decided to go to my parents home then my husband stopped me by saying that do whatever you want but don't go. Then we started living as husband and wife but again he started forcing me to cook food for them and the argument continued but one night on 6 October 2016, I told my husband that why are you always forcing me to cook food for them as I have told you that I won't cook. Than my husband said that I have also told you that leave your mother otherwise our relationship is over talaak. Since then I am living with my parents. My husband says that come back I have not given you a talaak. Please tell me whether I am divorced or not?

Talaaq ku muallaq karna

Q: Mera masla ye hai k shadi k do hafte baad mere shohar ne mujh kaha k agar tumne (s) se hath milaya to tum myjh par talak. Us se pehle me ne milaya tha lekin us k ye kehne k baad main ne nahi milaya. Aur phir us ne mafi mangi k ye us wakt k lye sirf me ne kaha tha. Phir hum mian biwi ban k rahe. Phir humari kisi baat per larai hoi us ne kaha k agar ye baat kisi ko batai to tum mujh par talak. Us se pehle main ne ami bhai behen aur jithani ko btaya tha lekin us ki ye baat k agar kisi ko ab batai to talak. To me ne aj tak kisi ko kuch nahi btatya phir aaj tak us larai k bare main. Phir us ne mujhe kaha k agar ammi k ghar se kadam nikala bazar ya kisi k ghar jane k lye to tum par talak. Lekin main kahi nahi gai bus shohar k ghar agai (apne ghar k lye nahi bazar aur reshtadaron k ghar k lye talak kaha tha) phir baad me nadim hoa aur kaha k apne alfaz wapis leta hon aur ye talak ki shart sirf us ak din k lye thi. Isi tarah ak baar phir us ne reshtadaron k lye kaha k agar gai to talak magar me nahi gai. Phir us ne kaha k us din k lye tha sari zindagi k lye nahi. Gharz jan bhi us ne talak kaha me ne wo kaam nahi kya phir baad me jb kaha k ak din ki shart thi aur mafi bhi mangi to phir main reshtadar ao bazar wghra gai. Aur bhi is kism k alfaz ghuse me bolte hain k jao dafa hojao.meri taraf se tumhara hath azad hai. Wghra wghra magar kehte hain k ye sab ghuse me bolta hoon meri talak ki niat nahi hoti.sir mere shohar ghuse k bohat tez hai itna ghusa ata hai k pagalo wali harkaten krte hain baad main yaad bhi nahi rehta k ghuse me kya hoa tha ya me ne kya kaha tha. Please mujhw zaror rep karen k aya mera nikah baki hai?

Talaaq ku muallaq karna

Q: Mera aik sawal ha.meri bevi mujsy naraz hokar gawo chali gaye.kuch din bad my ny os sy rabta keya .osny kaha my gawo my nwkri krngi yani thik kr rahi hon.my ny kaha agar tum ab odhar nwkri karogi shalam my to tumhy tin talag hujaygi.os ny kaha my ny to nwkri shuro krdi ha .magar shalam my nahi balky gulbahar my shuro ki ha..shalam pull os gaw k saath adha hai jaha sy log safar krty ha..osky gawo sy kuch fasly par ha..or osky gaw ka naam gulbahar ha..ab btayye kya hukam ha shareyat ka talaq k bary my.