suspended talaaq

Suspended talaaq

Q: My husband has said many times "I won't do this or that, if do it then you are divorced - talaq". He has said it many times and still he did what he said he won't do without thinking. Now, he has said that more then 5 times and did everything that he had swore on. Has the talaaq taken place? How can I
still stay with him if talaaq has taken place.

Talaaq ku muallaq karna

Q: Mai bohot ziyada parshan ho. Mery husbnd na muja bhai sa bat karny sa mana kiya ta owr kaha ta ke agar cntct kiya to meri taraf sa talak hai bht bar kaha aisa laiken bht gusa mai ta wo bht gusa mai bht bar kaha r mery husbnd mulk sa bahir hoty hai. Is sa pahla b wo muja talak dy chuka hai aik bar per rujo kiya. Ab ya 2nd bar mai na bas serf itna bhai sa kaha k muj sa cntct na kary mera husbnd na muja qasam de hai plz. Ab mai kya karo. Bohot ziyada parshan ho.

Conditional divorce

Q: Is there any clear proof in Quran and Sunnah for conditional divorce and what to do if someone issued a conditional divorce in past. For example; if someone said to his wife that if you done before 33 years that work; etc then you will be divorced and if not then you are not?

Suspending the talaaq

Q: Will the talaaq take place if my husband suspends the talaaq upon any action that he does. For example, he says "If I watch porn, then my wife is divorced". Then, in the future, if he does watch any porn, will the talaaq take place? Similarly, what is the Shar'ee ruling if my husband suspends the talaaq upon any action that I do? For example, he says "If you go to your friends house, you will be divorced". If I then at any time in the future go to my friends house, will the talaaq take place?

Suspended talaaq

Q: We are married since last ten years. After four years my husband fights with me and told me if you call me then you have talaaq from me after that I called him by other person and talked with him after that about one year we fights again about the matter that I have called one relative girl and we discussed very much after that that girl calls my husband and told him that your wife fights with me and my husband come home and told me that you called that girl I said no he told me tell me truth if you don't tell me true then our relationship will break for ever after that we are separate now please tell me what is the way if we want to live together?

Suspending the talaaq upon getting in contact with a certain person

Q: My husband told me the day I get into contact with my friend either by message, call or social network, I will automatically get my 3 talaaqs. My question is I urgently need to talk with my friend. Is it possible to talk with her without getting my talaaq? If it is possible please advise how this can be done in my situation?

Jis cheez ke upar talaaq mashroot tha, us ku bhoolna

Q: Mera question ha ke chaar saal pahlay maray husband ny talaq Mashrot ki thi sach tu ya ha k mara Allah Janata ha k mujy wo shart yaad hi nahi aa rahi ha mufti sahib ma buht prashan hon soch soch ker thak si gayi hon jb kaha tha tab shayad wo baat yaad Ho gi ab mujy achi tarha tu nahi yaad lakin Ho sakta ha k past mein mujy wo cheese yaad Ho or ma na ker b li Ho kyn k ab baat phir wohi ha k baat pori yaad nahi lakin aik maray Janay walay hain ya tb ki baat ha jb maray husband ny talaq Mashrot ki thi or meri un janay waly sa kuch time ky baad baat hoiyi thi to uss ny mujy sa poucha tha k tumhein pata ha k tumhein talaq Ho gayi ha tu tub shayad mujy wo baat yaad Ho gi jis per maray husband ny shart lag ayi thi lakin ab ya yaad nahi aa raha ha k jb uss admi ny mujy kaha tha tb ma na wo cheese ker li thi ya uss ky baad muj sa wo kam howa lack of knowledge uss waqat ma kisi mufti sa consult nahi ker saki or wo bat mujy completely bhool chuki hon mind per zor zor dal k thak chuki hon kaya karoon suppose iger maray husband ny kaha tha k ( ab tum na larai ki ya shayad ab aisa mou banaya tu tumhein talaq Ho gi) that's suppose am not sure lakin ab mujy kaya pata tb kaya mou banaya tha ma na Ho sakta ha k ma na wo cheese ker li Ho bhool ky guide me hope u understand my questiin.

Jis shart ke upar talaaq muallaq kya gaya, usku bhoolna

Q: Mera sawaal ha ke aaj se chaar saal pahlay ki baat ha ke maray husband my talaq ko (Mashrot) ki thi or mujy sahi sa yaad b nahi aa araha ha but kaha tha k ab iger aisa kiya tu tumhein talaq ha ya Ho gi ma iss sentence mein b sure nahi hon question ya ha k ma buhat negetive insan hon her baat ko zahan per sawar ker Leti hon ab mujy tu na shart yaad ha na ya k kis baat per kaha tha uss waqat jab bola tha tab bi shayad ma na shart ko mind mein rakhnay ki bajaiya ya baat mind mein baitha li k iger husband aisa kahay tu kaya Ho jati ha ma na shayad uss baat per focus nahi kiya k wo shart kaya thi tu kertay Kerty wo maray mind sa mit gayi ha ab kaya pata ma na ker li Ho wo baat ya future mein Ho jaiya ya iger past mein Ho gayi Ho per mujy kyun yaad nahi aa raha k wo akhir baat kaya thi jis per shart lag ayi thi ma buht prashan hon what Islam says