sister in-law

Biwi ke hote huwe uski behn se shaadi karna

Q: Mera sawaal ye hai ke muje itna ilm nahi islam ke bare mai but ghalti insan se he hoti hai. Sir meri shadi ko 7 sal ho gay hain ab in 7 salon mai mera rishta meri sali se jor gaya mean hm 1 dosre ko pasnd karte hain. Aap koi asaan hal batain ta ke hamra milna jaiz bi ban jai and hum gunah se bhi bach saken mera os se shadi na karne se wo khud ko nuksan poncha sakti hai. Please advice us.

Not going to one's sister in-law's house due to abuse

Q: I am a married woman and I am having problems with my sister in-law. She is very sharp tongued and never misses an opportunity to say rude things to me. I am not a person who can fight back at her as this is not in my nature because of this I suffer emotionally and mentally for a long time due to the things she says to me. Will I be sinful if I stop going to her house as she always seems to have a problem with me? I will not prevent my husband from going.

Baabi ki wajah se pareshaani

Q: Mera masla zara gaur se padhe aur shariyat ka ky huqum hai iss mamleme hame rahenuma kare Baat darasal ye hai ke mere bhai ki shaddi 10 mahine pahle hui aur wo job ke silsel se bhar hi rahte lakin bhabhi jab bhi ghar bulati wo sab kam bajume rakh kar leave le ke ghar aajate aur mahine me one week bhabhi ke sath hi rahte ...aur bhabhi se be-inteha mohabbat karte hai aur jaha tak bhabhi ka sawal hai unhe to khana bhi barabar banana nhi ata ...shaadi ke wqt bole ke sab kuch ata hai fir bhi yaha hum logo ne khana pakana sikhye ...wo apne shoahr ki farma bardari nahi karti ...das baar koi baat bolne per ek baar sunti ... bhai ne bole hui kam nahi karti ...yaha tak ki namaz nahi padti ...quran nhai padti ...parda nahi karti ...ye sab bhai ne force kar ke karwate .... aur bar bar maiyke chali jati ..bhai ke mana karne ke bad bhi ..kai bar to bhai hote hui maiyke chali gaye ..bhai ne use samjaya aise mat kiya karo alkin koi fiyda nahi ..fir mere wailden ne samjaya kuch din acche rahti bad me jaise ke waise ...phir bhi ne unki sas ke samne ye bat rahki ..kuch din ke bad fir waise hi chalu ...fir bhai ne sasur ke same ye bat ki ...to kuch din ke bad fir waise hi ...baar bar ghar chod ke jane ke dhamki deti bhai ko ...koi kam me dil nahi lagata tha bhabhi ka aur bhai ne jab biwi ke huqooq ke bayan sunaye to bhai ko kahti tumare paas sab byana hai kya kio songs aur movies nahi hai kya.. Bayan sunane ke bad bhi koi frak nahi pada kuch din sab karti bad me wahi apni akad dekhati ...aur to aur bhai ne ekdam sede aur sunnat takrike se shaadi ki ...aur bhabhi se kaha tha tumari jo bhi zarurte hai sahaddi ke bad wo sab bhai poori karenge aur ek shohar hone ka haqq mere bhai ne bahot acchese nibhaya ...kisebhi bhabhi ke rishtedar se poocho to wo yahi kahte ki tumri beti ke kismat bahot acche hai uske shohar uski har ek zarurat ka bahot khyal rakhta hai ... Aur us ke bad bhabhi ne ek din ye bataya ke Shaddi se phele wo apne chachre bhai ke sath pyar karti thi aur 4 se 5 sal us ke sath zina bhi kiya aur to aur uske chachare bhai ne uski sab gandi taswere lake useka bahot jismani fiyda uthya ...aur uske dostone ne bhi .. aur usne uske sath shaddi bhi nahi ke aur bas har baar uska nazayaz faiyda uthta tha ... itna sab hone ke bad usne bahi se mafi magi ...bhai ne maaf kardiya aur uski zindagi kharab nahi honna bolke use sath hi rakaha. kuch nahi kiya ...aab ye bat ke wo taswere us ke chachere bhai se kaise nikale aur aage jake koi pareshni na ho bolke ...unhone apne saas aur sasre ko ghar per bulaye .. aur baar bar bhabhi bhi kahti ke wo taswere us se hasil karna hai ye sab soch ke bhai ne bhabhi ke walidain ko bat karne bulaye...aur ye baat sir bhabhi ne bhai ko batye ...bhabhi ke wailden ko iske bare me kuch nahi malum tha ...kam as kam bhabhi ne shaddi se phale ye baat apne waliden ko batana tha na ...unhone aisa kiya nahi . bhai ke saas aur sasre akle nahi aye wo apne poore logo ko leke aye 10 se 15 jents aur 5 se 7 ladies ...aur bhai par tohmat lagaye ke bhai ne apne hi biwi ko force kiya ke aise bol bolke .. aur jab bhabhi se sab ne pooch sach kya hai to bhabhi kaha mere shohar ne muje force kare ye sab bolne ke liya to maine bola ...aur bhai ke uper najne kya kya ilzam lagaye ye muj per shaak karte ....aur bhahes bahot badh gayi ...aur humare pass hum ne kise ko bhi nahi bulaye bhai aur pitaji dono hi ...bhabhi sab logo ke samne mukar gaye aur apne hi shohar ko ke upar tohmat lagne lagi aur boli ke mai aise nahi hu maine aisa kuch bhi nahi kiya ye sab zoot hai ...mai igusse me thi isswaje se boldiya... aur uske bad wo log zabardasti bhabhi ko sath leke chale gaye ...hala ke bhai ne ijzat nahi di thi bhabhi ko jane ke ...bhai ke sasur bole meri beti ko mere sath bhjo nahi to mai yahi khudkhushi kardunag to hum log sab khamosh ho gaye aur wo bhabhi ko le ke chale gaye ... Bhaibhi ne mere waliden ke sugar blood pressure badha diya ....sab ko tension de kar wo chai gaye ..... uske bad bhi bhai ne apne sasur ko call kiya ...bhabhi ke uncle ko call kiya lakin wo log call nahi uthare ...phir mere khala ke ladkene bhabhi ke chacha ko jakar baat akri ..unhone bataya wo logo ki tabiyat kharab hai bad me baat karenge ...fir mere walid ne un logo ko call kiya wo log koi bhi jawab nahi de rahe hai .... aaj ek mahine se ziyada ho gaya hai wo logo ne call bhi nahi kiya aur hamara call bhi nahi uthya ...jo kuch baaat hui thi wo bhabhi ke maum aur uncle se hui thi aur wo bole ke ..ladaka hamri bacchi ko torcher karta hai ...aur sata hai ..aur sahakh karta hai ... aur yahi baat unhone mere walid se bhi kahi jab mere walid ne unhe call kiya tab. Mera bhai to panjwaqta namzi hai ..shaddi ke bad bhabhi ko to bahar gumane bhi le gaye aur to aur bhabhi jo cheej ko dehkh le bhai use kharid lete bhabhi ke liye ... agar koi aake bedroom dekhenga to samaj jayenga ke kya kya nahikharida bhai ne bhabhi ke liea har ek pasand bhaibhi ke kharidlate. aur ek baat bhabhi bhai ke samne ek bat karti aur unke aur mere waidain ke same alag bat karti ...jo bhai ke same qubool karti wo sab ke samne nahi karti .. aur bhabhi bahi ko to bahot satati bhi thi lakin bhai ne kise ko nahi bataya ...aur na mere waliden bhabhi ko kise baat ke liea kuch bolte na fir unhe satate. aab aise sitwation me hume kya karna chaiye ...shariyat kya huquum deti hai ..humari rahnumai kare ... Aap apna zawab zara tafsil se de taki sab kuch samajne me asani ho.

Girl speaking to her mother in-law and sister in-law before nikaah

Q: A girl is engaged and her nikah will be after few months. Her mother in-law telephones her and asks her khair khabar once in a while she also telephones her. Is there anything wrong in telephoning one's in-laws before nikaah? Please note that she doesn't speak with father in-law or her fiance as they are not halaal for her yet. She just speaks with her mother in-law and sister in-law.

Observing purda with one's sister in-law

Q: I am a Muslim sister who wears hijab and I try my best to practise my faith in the best way I can. I am married but due to circumstances surrounding our jobs, we are currently living apart but meet nearly every month for a week or so the situation will get better I am keeping sabr. My husband lives with his mother, sister, brother and brothers wife, in Dubai they are practising Muslims. My husband being the active and more free of others after with often takes his sister mother and mother in law out to places like dinner, dessert etc they all talk and enjoy each other's company. From my heart I feel that it isn't right for him to take his sister in law. My brother in law keeps to his friends and doesn't take his wife out they had an arranged marriage and have one child but don't seem to be in love like my husband and I are. I would like to know whether I stand correct to inform my husband to stop taking sister in law out even with family. My sister in law is younger then me and is rather attractive, she does have nice aklaaq but I just don't feel it's safe whilst I live away from him. Please let me know of your response.

Bhai ki biwi ki taraf se Qurbaani karna

Q: Mera sawal ye hai ki kya koi shaks apne bhai ki biwi ke naam qurbani kara sakta hai? Mera ghar ka kharch mere shauhar ke paise se chalta hai. Mera Dewar bhi hai Jo kamata hai lekin mere shauhar ne apne walidain Bhai bahen sabke naam ka bade janwar ki qurbani me hissa liya. Khud sahibe nisab hote hue bhi qurbani ka hissa liya. Mere shauhar ne apne paise se laye hue bakre ki qurbani apne Bhai ki biwi ke naam se karayi or ye kaam unhone meri saas ke kahne par kiya Aise halat me kya farz qurbani ada hui ya fir nafil aisa karke mere shauhar par wajob tark to lazim nahi hua. Shariyat me ye qurbani jaiz ha ya nahi. Dusra sawal ye hai ki kya bahu sasur ke kapde dho sakti hai ya for press kar sakti hai. Baraye meharbani shariyat ki roshni me islah kare.