ways of the kuffaar

Kuffaar ke rusoom owr tareeqo se ijtinaab karna

Q: Mere khwab mein dekha ki mein mere cuzn bhai ke birthday ki dawat mein gayi table par cake rakha hai mere bhai aakar cake cut karte hai wo chocklate ka mitha cake mujhe khilate hai aur sab ko dete hai aur adha cake rehe jata hai,phir mein aur mere cuzns waha se chale ate hai waha mein dekhti hun ki hum log underground mein hai aur upar chadh rahe hai chadhte huve mein bolti hun mujhe cool cake ki pastry khana dil bolra phir mujhe apne ap se mitha aur thanda taste mehsus hota hai,meri cuzn sister upar chadti hai mujhe thodi pareshani hoti mere haath mein ek mobile phone hai mujhe upar chadna nahi ata hai mera phne mere cuzn ke haath mein deti hun aur meri cuzn mera haath pakad kar upar chadati hai. Mufti saab ap plz is khab ki tabeer batadijyea mein bohot pareshan reheti hun pata nai meri pareshani kab khatam hogi.

Refraining from having any type of association with the kuffaar

Q: I am a converted Muslim and my mom is non Muslim. I saw a dream that I am at my moms house and a group of sadhus in ripe mango colour clothes started entering in my moms house in that group some small children sahus were also there and with their one hand all sadhus were playing lazim like something some sort of music was there in my dream me n my mother were saying them to stop not to enter house but they were not listening to us and from that group one man took my hand bag which was hanging and it was yellow in colour and he hanged it on his left shoulder and went directly to toilet and tried to close toilet door n remove my rupees from purse and one small sadhu boy was standing outside the toilet door and I was stopping that man to close toilet door and from removing money then also he was not listening he was trying to remove money from purse and they were entering. I don't remember but I felt like some gulal was sprinkled on them I did not see gulaal but I felt like that.

Energy healing

Q: Is the concept and belief in Chakra or the body's energy points acceptable in Islam especially when applied in namaaz ie. sajdah? This is flaunted nowadays by radio station presenters as a benefit to get rid of negative energy.

Ghair Muslimo ke tehwaar se ihtiraaz karna

Q: Meri anty ne khwabo me dhekha ki mai laal saree me ho or chonda banhi bhi ho dulhan ki tarah or aapne do hatho me apni chote bhai bahen ku leeeye kahi jàa rahe ho to anty piche se pukar rahe hai vaha mat jao vaha se vapas nhi aasakte phr me mai jarahe ho phr suddenly mere chote bhai ki hath ek jale me phaas gaya or mere anty aaaye to uska hath chordhaye aaaytal kursi pard kar or phr uska hath chootgaya or anty bole lage sab aaaytal kursi prdho or anty real me pardte pardte nend me se uth gaya or anty jab uthe jab fajar ki namaz ki saląt horahe thi plz mujhe iska answer dede jeye shukriya.

Kaafiro ke rusoomaat

Q:

1. Mera sawaal he ke aaj kal Muslim awrato mangla sutra or manag me sindur or bindi lagati he. Jab kaha jata he ye galat he to bolti he ki shadi shuda aurat ka pta kese chlega bina sindur or manglsutra pehne. Me apse in bato hadees ki roshni me jawab chahta hu

2. Manglsutra pehni huyi aurat ka nikah ho jata he ya nahi?

Neak suhbat ikhtiyaar karna

Q: Main ne khwaab main dekha ke main aur mery husband Kahee out of town ja rahy hain humara car k peeachy kuch loog lug jaty hain Wo hum ko rook laity hain mery saath mera new born baby Hota hai Wo uss ko mujh se cheen k pani main phenk daity hain per pata nee kesy main uss ko bacha latee hoo aur in logo se uss ko chuppa ke rakhtee hoo wo soch tu hain k bacha mar diya hai unhoo ne phir Wo waha se chaly jaty hain. Please bata dain is ki kiya tabeer hai. Main abi pregnant hoo. Kiya yeh mery liye kisi khatry ki taraf ishara hai?