oath

Kisi ku qasam khaane par majboor karna

Q: Kisi ko Quran pak pe hath rakh kr qasam uthany k liye majboor krny waly k liye Allah ka kya hukam hy? Mj se ghalti ho gye hy ek larki ne mra nuqsan kia r mukar gye, mei ne usy mjboor kia k quran pe hath rakh k kasam khaye r usne jhooti kasam utha li...mje bht dukh hy k mje usy mjboor ni krna chahye tha to wo jhooti kasam na uthati.uthati...mei ne bht mafi mangi hy Allah se...plz mje btayen k mei ne usy Quran ki kasam uthany k liye kaha iska kya kfara hy?

Baat ne karne ka qasam

Q: Mujhe kisi insan ki qasam di meri choti behen ne aur kaha ke ab mjuh se baat mat kerna per hum ek hi ghar main rehte hain baat kiye bagair rehna mushkil hai mujhe dar hai agar qasam tooti tou us insan ko kuch ho na jaye main pareshan hoon mjhe plz batain main kia karoon

Kaffaarah for breaking an oath

Q:

1. Will my kaafaaratul yameen be done if I give ONE poor person R200, as R20 is what an average meal would cost, or will it be more. If it is more, then how much will suffice?

2. I took an oath that I will not do a certain action, and if I did then I would keep 60 consecutive fasts. I then did the action, resulting in my oath breaking. What should I do now? How many fasts must I keep and how will I cover up for breaking the oath?

Qasam khaana

Q: Maine kasam khayi thi or apni wife ko bola tha agar aaj nhi aayi apne ghar se to main ghar se chala jaunga baad me aane par maine din ya gante nhi socha ki main kitne din ke liye jaunga ya kitne gante ke liye to mera sawal ye hai meri wife ke aane ke baad main kuch ganto ya 1 din ke liye ghar se chala jaunga to meri kasam puri hogi.

Har qasam torne ka kaffarah

Q: Main bohut ziada pareshan hun.. Mene takreeban 2 saal pehle Gunah se tobah ki Zina se tobah aur Allah ki qasam khae thi k ainda aesa nae karunga... Magr mjhe shetan ne bohut behkaya ghalat rastey per lagaya aur mjhse wo qasam toot gae.. Ab masla yeh hai k mjhse wo qasam bohut baar tooti magar mene kaffara ada nae kiya... Ab mjhe bohut sharmindgi hai bohut ziada pareshan hun.. Dil se Allah se tobah ki hai aur ab main kaffara ada karna chahta hun.. Mjhe kaffare ka pata hai k kia kia karna hai lekin mera sawal ye k mjhse aik ki kasam tooti hai br br aur kaffara ada nae kia hwa tou kia main baar baar ada karun kaffara ya aik br ada karun q k mjhse kasam tooti aur main gunah kerta gaya aur kaffara ada nae kia.. kaffara dena ka baad main pata chala ab mjhe bohut ehsaas hai..please meri madad kijiye.. Allah apko iska ajer den.. Main bohut sharminda hun suche dil se.. Main kaffara ada krna chahta hun.. Mjhe nae maloom k kitni baar gunah hwa mjhse Ab kaffara Alag alag ada krna hai ya aik hi baar ada karun..