Har rakaat me kitini aayaat parhna laazim he?
Q: Namaaz ki har rakaat me kam az kam kitni aayaat parhni laazimi he?
Q: Namaaz ki har rakaat me kam az kam kitni aayaat parhni laazimi he?
Q: Mere kuch sawaalaat he jin ka mujhe islami nuqta-e-nazar se hukam bataye ga baraaye meherbaani.
1. Agar me sirf Farz namaaz parhta hu aur sunnat-e-muakkada nahi parhta to kya me gunehgaar ho jata hu?
2. Esha ki namaaz me witar ki rakaat may kon si surah parhna chahiye?
3. Kya me beth kar namaz parh sakta hu apahaj na hune ki soorat me? Thori kamzori me beth kar namaaz parhna jaaiz he?
Q: Me ye jaanna chahta hu ke hame fardh parhne waqt hame koi surah parhna chahiye ya nahi aur kya do rakaat hone ke baad koi qiraat jorhna chahiye Imam ke peeche. Baraaye meherbaani mujhe iska jawaab bata dijiye.
Q: Kya me namaaz parh sakta hoon jab ke meri tajweed sahi nahi he?
Q: Mera taalluq hanfi firqa se he lekin mera aapse ye sawaal he ke aaj mujhe ayk ahle hadees ka mufti ne bataaya ke chaar rakaat farz me faatiha ke bad surah parhni laazmi hoti he warna namaaz jaaiz nahi hoti kya ye saheeh he? Hum pehle do farz me faatiha ka baad surah parhte he phir farz ki teesri rakat me faatiha ke baad surah nahi parhte phir aakhiri rakat me faatiha ke baad parhte he. Bataaye in me se konsi saheeh baat he?
Q: Kya Surah faatiha ke bad do rakato me ayk hi surah par sakte he, jaisa ke phele rakat mein surah feel parhna aur dosri rakat mein be surah feel parhna, yeh durust he kya?
Q: Agar sunnat ya nafil ki teesri aur choti rakat me surah faatiha ke baad koi surah na parhi to kya sajda-e-sahw wajib ho ga ya nahi?
س: ہمارے امام صاحب کے مخا رج بہت غلط ہیں اور قرأت کرتے ہوے آواز کو اوپر نیچے کرتے ہیں (جیسے تجوید کی کتابوں میں آواز اچھالنا لکھا ہوتا ہے کہ یہ لحن جلی ہے اور اس سے نماز فاسد ہو جاتی ہے) مثلا الحمد للّہ رب العا لمین کو جب پڑھتے ہیں تو یوں محسوس ہوتا ہے کہ الحمد للّہ رب العا لمی یی یی یی یی یی یی یین پڑھ رہے ہیں – ان کوبہت دفعہ سمجھا یا بھی ہے لیکن وو صحیح کرنے کی طرف کوئی توجہ نہیں دیتے -میں ان کی تلاوت کی آواز منسلکہ فائل میں محفوظ کر ساتھ بھیج رہا ہوں اسے بھی سن لیں -تو آپ سے اب پوچھنا یہ ہے کہ ١.کیا ہماری نماز ان کے پیچھے ہو جاتی ہے . ٢.اگر نہیں ہوتی تو کیا ہے علیحدہ اکیلی پڑھیں یا مسجد میں دوبارہ علیحدہ جماعت کروائیں . ٣.اگر دوبارہ جماعت سے علاقے میں فتنے کے خوف ہو تو کیا کریں . ٤ .کیا انتظامیہ ایسے امام کو مقرر کرنے کی وجہ سے گناہ گار ہے یا نہیں. ٥.اب تک کی پڑھی ہوئی نمازوں کا کیا حکم ہے . ٦.کیا اپنے بچوں کو ایسے قاری سے قرآن پاک پڑھوایا جا سکتا ہے - مہربانی فرما کر تفصیلی جواب عنایت فرمائیں . شکریہ
Q: Agar koi fardh chaar rakatoo wali namaaz mai thesri rakaat mai Surah Faatiha ke bad Surah parh le to kya sajdah sahw karna pare ga?