Dua owr Zikr

Arabi zikr aur dua me matlab ma'loom na ho to thawaab milega?

س: نماز کے بعد جو عربی میں دعاءیں مانگی جاتی ہیں اگر زید کو اس کا مطلب معلوم نہ ہو تو کیا زید کو ثواب یا فائدہ حاصل ہو گا۔ اسی طرح جو عربی میں جو ذکر و اذکار کیے جاتے ہیں اگر ان کا مطلب معلوم نہ ہو تو کیا تب بھی اس ذکر کا ثواب زید کو ملے گا اور اس ذکر کے فضائل حاصل ہوں گۓ۔ 

Zikr zubaani ya dil me karna?

Q: Mera sawal zikar Allah se he, kehte he ke zikar zuban se karna chahiye. Me zuban se bhi karti hu phir ziyada tar me dil ma karti rehti hu aur dil me karte huwe sunti bhi hu. Mujhe sunnai deta he jo kuch me parhti hu. Kiya yeh saheeh amal hw? Ya zuban se hi zikar karna chahiye?

Waseelah

Q: Dua me waseelah de kar mangna kaise he? Jaaiz ya najaaiz? Khas tor par Nabi Paak (sallallahu alaihi wasallam) ka waseelah dena. Mazeed ye keh Sahaabah kiram (radhiyallahu anhu) or Ummahat ul Muminin ka waseelah dena kaisa he?