Qur'an ke mutaalliq

Qur'an se kisi oonchee jaga par betna

Q: Hazrat meri sister floor pe beth ke Quran Shareef ki tilawat kar rahi thi or m bed m se ry thi so when I wake up mene kaha forun Quran Shareef upar beth ke pdho tmhe gunah milega ye bé adabi h k hm upar so rhe or tm niche tilawat Kr rhi ho..then she Saïd to me gunah tb milta jb tm pair ltka k beth ti tmhe gunah n'y milega Q k tmhare dono pair upar h...mene kaha ye Sb kisi kitab me n'y likha hua h k pair ltka k bethne se gunah milta h or upar Kr k bethne se ny milta. Is that true That m'y sister says regarding the respect of Holy Quran?

Qur'aan shareef ki mukhtalif qiraat

Q: Quran ke mutalliq ek sawaal hai, agar hal mil sake to baraye meharbani hogi.

Quran mein saat manzile hain, maine kahin padha tha ab yaad nahin hai ke "Jaise Jaise Quraan ko aage padhte jaate hain, to manzil dar manzil quraan lehze mein asan hota jaata hai". Aur maine ye bhi padha tha ke Aap Nabi saw ke zamane mein jab quran utarna shuru huva to lehze mein kaafi muskil thi, aur phir shuru ke imaan mein shamil hone waale musalman bhi padhe likhe nahin the, to aap Nabi saw ne allah se dua ki ke "Allah quran ko asaan kar de" to manzil dar manzil quran ki Suraten aur aayeten chooti hoti gayi aur Allah taala ne Sura Qamar mein iske mutalliq aayat no. 17,22,32,40 mein farmaya ke humne quran ko asaan kar diya. Kya ye baat sahi hai? Agar sahi hai to iski tasdeeq kahan se ki jaa sakti hai? Agar sahi hai to iska hawala kis kitab se diya ja sakta hai?

Madd-e-laazim owr madd-e-munfasil

Q: Main ye janna chahti hun ke tajweed main mad-e-wajib or mad-e-jaiz ko kitna Kitna lamba kartay hain or is ka rule kia hai? Main ne bohat se tajweed ki books pari hain lekin kahin se b nai mila. 2nd main jis se bhi pochti hun wo kehtay hain ke choti mad ko kam or bari ko 5 Se 8 harkat lamba kar lia karo. Kia is ka koi rule hai ya nai? Koi book guide kar dain.