Naamo

Maeesha naam rakhna

Q: Mere hone wale bache ke liye khush naseeb matlab wale Quranic name suggests kare. May agar beti ho to uske liye ye naam chuna hai, kya ye naam Quran se hai aur iska matlab sahi hai

Maeesha Rizqin. Iska matlab happy for entire life and kush qismat hai.

Aslam naam rakhna

Q: Mjhe aik acha Islami naam suggest krdain. meray betay k nam Abd Rafay h uskay chotay bhai k naam rkhna h par m chahte hn naam aesa h jo Abd Rafay se dosti mhbt krnay wala ho ta k taa umar bhaion m mhbt rhay q k naam k asar bht hota h.

Mina naam rakhna

Q: Jis tarah log ilaqon k name rakhtay hain safa...marwa...arafat...hira...sidratulmuntaha...riyaaz.. Kia isi tarah Minaa name rakh saktay hain...(haajion k rehnay ki jagah )...kuch log mana karahay hain....

Sirf Muhammad naam rakhna

Q: Mera beta hua ha and me apne bete ka name Muhammad bin waheed rakha ha and Muhammad se mukhatib kru ga. Mere kuch relatives keh re hain k only Muhammad name na rakho Muhammad k sath dosra name rakho mukhatib krne k liye akela Muhammad name rakhne se name ki be adbi hogi agar roughly andaz me koi bat krta ha to. Me pochna chahta Hu k only Muhammad name rakhne k bare me Kia hukam ha?