Hair remover cream istimaal karna
Q: Mard ka apne jisam ke bal hair remover creem se saf karna kaisa hai?
Q: Mard ka apne jisam ke bal hair remover creem se saf karna kaisa hai?
Q: Main ne do saal ho gay hain zulfain rakhi hoi hain. Pehly faarig howa karta ta to achi sambali hoi ti ab kam karta hon pora din mati wala kam hai yani bohot mati dhool hoti hai or waqt bhi ni hota mairy pass aab sambal nahi paa raha buri halat hai zulfon ki to pochna yah ta ke kia main in ko katwa sakta hon koi ijazat hai kaheen par plz help with quran and sunnah.
Q:
1. Kia zer e naaf k baalon ko forty days se ziyada rakhna gunah hai?
2. Kia in baalon ko kaat sakty hain (eraser, scissor, etc. se)?
Q: Kia mard hair removal cream ke zariy apne baghal aor zer e naf baal saaf kar skta he?
Q: Kya auwrat loha iron kay blade se safai kar sakti ha?
Q: Kia mard ka apni piche sharam gaah se baal utaarna jaiz he ya nahi?
Q: Kya Islam mai yeh jaaiz hai? Mere showhar dari nahi rkhte hai lekin wo mustache (muchein) rakhte hai or wo mustache ko upar ki taraf rakhte hai to kya islam mai yeh jaaiz hai?
Q: Mera sawal yeh hai ke sar pe kanga karne se jo baal gir jaty hain to un balon ka kya kya jai aj ke doar mai dafnana mumkin nahi amm aurat k liye. To aj ke doar ke mutabiq is ka hal bata dain ke balon ka kya kea jai. Is ke elawa kya girne wale balon ko jalya ja sakta ha? Yeh kam jaiz ha ya nahi?
Q: Mene suna he eyebrow aur hath etc ke baal hatana gunah he aur mere sohar ko me ye sab karvau ye pasand he to kya apne sohar ke liye me ye karva sakti hu?
Q: Kya auraton ku zere naaf ke baal razor se banana Jaaiz hai?