Q: Ayk awrat ka kisi mard ke sath na jaiz taaluq tha. Us awrat ne apni khushi ki khatir us mard se apni beti ki shadi kar di. Shaadi hone ke bad bhi un ka na jaiz taulqaat qaim rahy. Matlb wo apni biwi se bhi humbistri karta or apni mother in law se bi krta rha. Jab ke biwi ayk room main hoti or wo dowsre room main apni mother in law se humbistri karne ke bad apni biwi ke pas ajata or batata ke mujh maza nahi aya, ab aap mujhe karne do or wo bechari majbor ho kar us se humbistri karti. Islam main is ki saza kia hai or kia biwi ka us ke sath rehna jaiz hai? Or ab us ki mother in law fout ho gai hai. Kya wo apni biwi se maafi maang kar us ke sath reh sakta hai?
A: Downo awrate us par hamesha ke lia haraam hogai. Wo downo me se kisi se shaadi nahi karsakta. Agar downo me se koi ayk mar gae, tab bhi dowsre se us ka nikaah jaaiz nahi hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: