Beewiyo me baraabari karna

Q: Kya koi admi dusri shadi krne ke liye ye khe ki pehli ko tlaak de di h zbaani or shadi ke baad likhit me bhi de dunga or dusri shadi ke baad Phli biwi or Uske bchcho Ko hi saare hq deta h or dusri ko Sirf Kuch hi maamuli se hq deta h isse kya Muraad he?

A: Ye tareeqah saheeh nahi. Beewiyo me baraabari karni chaahiye aur kisee bachcha ko dena aur kisee ko ne dena zulm he. Us se bohot ihtiyaat karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)