Nikaah ke maamle me waalidain se mashwarah karna

Q: Kya aadmi waalidain sa pochy bina shadi kar sakta hai? Is main waldain ki naformani ka unsr to nae aye ga?

A: Aam towr par waalidain nikaah ke maamle me ziyaada waaqif hote he owr ziyaada tajraba kaar. Un ke mashwara ke baghair kaam karne se bohot se dafa kaam bigar jaata he. Is wajah se larke ku chahia ke maa baap ku bataaye owr un se mashwarah lele.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)