Published 9 years ago
Last updated 5 years ago
Q: Mera sawaal ye he ke me aksar apne showhar ke saath ayk saath namaaz padhti hu. Ham dono barabar barabar jayenamaz bicha kar ayk sath namaaz parhte he. Mene suna he ke is tarah biwi ka shohar ke saath namaz parhna mana he. Kya ye sahi he? Mujhe kia karna chahiye? Isi tarah bete ke saath namaz parhne ka kya hukum he?
A: Agar namaaz parhni ho to shohar ke bilkul peeche ko kharee hojaye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: