Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Mera ye sawal hai me cheating se internet chalana kaisa? Jaise ki kuch softwares hai jo cheating se bagair kisi kharch ke internet chalane ka ikhtiyar dete hai jabke sim ki company uska charge leti hai. Aur agar mujhe kisi me wifi ka code pata hai to kya mai uski ijazat ke bagair use chala sakta hoon jabke use to fix bill hi chukana ho aur agar jiska WiFi hai wo kafir he to kya hukum hai?
A: Ye chowri he. Owr chowri karna haraam he. Kwa koi kisi musalmaan ka maal chowri kare ya wo kisi kaafir ka maal chowri kare, downo haraam he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Checked & Approved: