Qabar me leat jana khwaab me

Q: Is khawab ki tabeer bata dijiay? Meri behan ne khwaab daikha ke wo aur mai qabrastan ja rahein hain aur qabron ke mu khulay huaein hain, achanak se mai ja ke aik qabar mai lait jati hu, wo kehti hai mazak na karo bahir aao phir nahi ati, khawab khatam. Sadqa de dia hai. Ap tabeer bata dijiay? Iska matlab?

A: Musalmaan ku chahia ke har waqt maut ki fikar kare owr Aakhirat ke lia tayyari kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada