Sunnat ka tareeqa ikhtiyaar karna

Q:

1. Many ak khawab dekha Kay may rawda rasool may gaya aur wahan durood Sharif parh raha ho phir wahan say chala jata ho aur dubara ata ho phir may harzat Abu bakr aur hazrat umar(R.A) ko salam karta hun.

2.Asa he khawab dekhta hun may apnay cousin Kay pass Dubai gaya hon.jb wo free ho jata hai tu mujhay khata hai tu nay kahan Jana hai.may khana kaba kay sath jisay hatem khatay hai us Kay baray may sochta hun kay may madinah ki galion may gumbad e khizra ki tarif Ja raha hota hon meray sath mera sathi bi hai unknown person us may ak white aur green gumbad dekhta ho Kay achanak asman say ak paper larahatay huwa nichay a raha hota tu mera dil karta Kay meray pass a jay tu WO paper dosri taraf ja raha hai Kay may dil may khatay hun Kay koi baat nai kisi dosray ko mil jay phir achanak WO paper mile taraf ata hai may paper ko pakarta hun Kay buhot say log meri taraf stay hai mujh say lenay lagtay hai may un say Bach bacha Kay agay jata hon un may bara aur bachay dono phir may in say khata ho Kay as ki photocopy karwa kar app ko day do ga us paper ko may dekhta ho phir us paper ko fold karta aur apnay sath walay sathi ko dyta hu phir agay jata hai Kay gumbad e khizra ko ak Nazar dekhta ho phir may khata hon Kay masjid e nabi Kay under janay say phir free ho jaon(washroom aur wazu)us Kay bd may ak washroom may jata ho Kay an unknown person washroom may a jata hai mujhay buhot ghousa ata hai Khata hun tu pagal hai tu atnay may mera sathi jao paper ley kar bahar khara tha aur paper chor kar under a jata hai khata hai Kay humray pas ak asi cheez hai jao tumharay pass nai hai phir may sochata ho Kay choro aur phir hum dono bahar ajatay hai may apnay paper ko uothata hon.kindly app as ki tabeer bata dayn.

A: 1-2. Ye accha khwaab he. Allah Ta'ala apni mahabbat-e-khaasah aap ku naseeb farmae owr Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) owr Sahaabah ki muhabbat naseeb farmae. Tamaam kaamo me Sunnat ka tareeqa ikhtiyaar kare owr gunaaho se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada