Khwaab me suwar dekhna

Q: Maine apne khwaab me bhut bara pig dekha hai or wo bhi 6 leg wala chain se banda iska kya matlab hua?

A: Paanch waqt ki namaaz Musjid me jamaat ke saat parhne ka ihtimaam kya kare owr tamaam na mahram auwrato awr larkiyo ke saat parda ka ihtimaam kya kare. Neak logo ki suhbat me rahe owr ghalat suhbat se parhez kare. Isy tarah tamaam mushtabah aur haraam cheezo se parhez kare (masalan mushtabah khaana, mushtabah kitaabe, internet, TV, waghairah). Sood owr haraam kamaai se parhez kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada