Khwaab me kisi shaks ku bohot martaba dekhna

Q: Mujhe is ki tabeer pochni thi. Mai khwaab mai aik insaan ko bhut zyada dekhti ho jab ke mai sirf uss ko aik baar dekha hai wo shaks bhut zyada mere khwab mai aata hai jab ke hum dono sirf aik baar aik dosro ko sirf dekha hai. Baat kuch nahi ki. Mujhe ye pochna ke aisa kyu hota? Wo mera khawab mai ziyada kyu aata hai?

A: Is ki taraf diyaan ne do. Kabi kisi insaan ke baare me sowchne owr khiyaal karne se is tarah ke khwaab nazar aate he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada