Beti khwaab me pants ulta pehnna

Q: Meine khwaab me meri beti, jo teen saal ki hai, dekha ki usne apna pant ulta pehna hua hai. Khwaab to bada tha, pata nahi usme kya zaroori hai aur kya nahi?

A: Aap is baat ka ihtimaam kare ke us ki ta'leem owr tarbiyat Sunnat ke mizaaj ke mutaabiq ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada