Ghar me ta'leem karna

Q: Me apne gahr me thi ke khawab aya ke ma apne Dada abo k ghr thi to aisa laga ke San kah rahe han k Nabi paak (Sallallahu Alayhi Wasallam) ayn han to wo dosra kamre ma han ma or mera shohr ham nazran nicha kia us kamre ma jate han to waha ak buzarg bathan han or ham b do zano Bath jate han or achanak un ka chahra taya abo ki tarha ho Jata ha us k sab ghr wale salam pash karne jate han phr Keri ankh khul jati ha. Barah e meharbani is ki tabeeer bta de.

A: Ye acha khwaab he. Allah Ta'ala aap lowgo ke ghar ku Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki Mubaarak sunnat se munawwar karde. Rowzaana ghar me fazaail-e-aamaal owr fazaail-e-sadaqaat ki ta'leem karo ghar waalo ke saat owr kuch waqt nikaalo subah owr shaam Qur'aan Shareef parhne ke lia owr durood shareef parhne ke lia.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada