Q: Mera masla ye he ke mai ek ladke se mohabt karti thi pr uski maa mujhe pasand nahi krti thi or uski shaadi kara di uske bad maine usse contact nahi kia ki ab uski shaadi ho gye. Phir shaadi ke do saal bad usne mjhe call kia ke tm mujse shasdi karlo. Maine bola ki tum shadi shuda ho to wo khne laga ki wo biwi ku nahi pasand krta agr maine usse nhi kia to jaan de dega Maine ga kr dia phir usne apni biwi se bat ki jo phle khud talaq chahte the pr jb usko pata chala to usne talaq se inkar kar dia phir usne kaha ki uske rehte huye karlo. Maine ghar me baat ki to sab maan bhi gye phir wo apne baat se piche hat gaya or mjhe shadi ke liye mana kar dia or ab mai usi se nikah krna chahte hu to kya ye jayaz hai agar ha to koi wazifa bata den ki wo raazi ho jaye nikah ke liye.
A: Aap us se har giz shaadi ne kare. Uska dimaagh ka thikana nahi he aur paraaya aadmi se nikaah se pehle ta`alluqaat rakhna jaa'iz nahi he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: