Naseehat

Nafarmaan biwi

Q: Meri biwi meri nafarmani karti hai, ghair mehram mardon se baat karti hai mujhse se badtamizi karti hai zaban chalati hai yahan tak ke galiyan bhi deti hai main us per gussa karta hun kyun ke wo meri baat nahi maanti bar bar yehi kehti hai k mujhe ye shadi nahi rakhni ye pehle se talaq yafta thin maine inse shadi ki thi inke bare main sab kuch jaan kar uske baad inka sulook mere sath bura hai or inki mother inhe support karti hain kya inke is sulook se inki namazen qubool hongi jesa ke maine suna hai ke jo aurat apne shohar se badsulooki karti hain unki ibadaat qubool nahi hoti. Rehnumai farmayen.

Baghayr nikaah ke kisee ghayr mard ke saath ta`alluq rakhna

س: انسان بڑا عاجز ہے کتنی بھی کوشش کر لے کسی بھی عمر میں شیطان کی گرفت میں آسکتا ہے. ایک خاتون 45 سال نہایت پاکدامنی حیا پردہ کی پابندی کے ساتھ ہر معاملے میں اللہ اور رسول کی اطاعت و رضا تلاش کرتے کرتے. بڑے غیر محسو س طریقے سے کسی مرد کے عشق میں مبتلا ہو گئ اور اسکی ہر جائز ناجائز بات ماننے پر مجبور ہو گئ تنہائی کی ملاقاتیں بھی ھوتی رہیں اور ساری حدود پار ہو گی. اس کے بار بار اسرار کے باوجود نکاح کے لئے وہ بندہ تیار نہیں ھوا، اب وہ دامن چھڑا رہا ہے اور یہ خاتون دل کے ھاتوں مجبور ہے ہر طرح سے منت سماجت کر کے دیکھ لیا وہ نہیں مانتا بلک قطع تعلق پر اسرار کرتا ہے آپ سے دریافت کر نا ہے کہ کیا اس عورت کو اب عزت سے اپنانا اس مرد پر فرز بنتا ہے یا نہیں بےشک کسی قسم کے اخراجات نا اٹھا یے صرف نام دے دے اور کسی ظاہر بھی نا کرے اگر وہ فیملی سے ڈرتا ہے تو اور کیا ایسا کرنا سہی ہے کیوں کہ وہ خاتون تعلق رکھنا چاہتی ہے. اور اس غلطی کا کفارہ کیسے ادا کو گا اللہ کو راضی کرنے کے لئے اس سے نکاح کرنا اور لھر سچے دل سے توبہ کرنا کیسا ہے

Shohar apni biwi ko zaleel karna

Q: Mai ek working woman hu. Mere husband mujhse bohot rude aur roughly behave karte he. Baat baat par tangi aur zaleel karte he. Apne ghar walo ke saamne mujhe zaleel karte he. Mere mayke walo se ta'alukat khatm kar diye he aur mere ammi ne mujhe baho mushkil halat me padha kar job par le gaye he.

Shadi ke pehle se mai service par hu lekin mere shohar chahte he ki mai apni ammi aur baheno ki bilkul madad na karu. Zakaat ke paise bhi mai apni zarooratmand bahen ko nahi de sakti.

Please mujhe rasta dikhaye. Mai kiya karu? Mayke wale mujh se ummeed lagate he. Ab mai samajh nahi pa rahi kiya karu aur apne shohar se bhi mutanaffir ho gayi hu.

Hum ek hi ghar me rehye he lekin ek dusre se baat nahi karte. Mai apne shohar ke sath khush haal zindagi guzarna chahti hu hamare do bache bhi he.