Maut ku kasrat se yaad karna owr aakhirat ke lia tayyaari karna

Q: Main ne dekha ki mere bank ke sathi Mujhe dekh ker hairat men hain ki hum log abhi tumhe gusal kara ke qabr me dafna aye hain aur tum bahr kaise ghum rahe ho is par main kahta hun ke are bhai Mujhe gahri neend aa gai thi aur aap logon ne mujhe dafna diya meri neend khuli to main qabr se wapas aa gya. Is per wo hairat karte hain ki yaar aise neend nahi delhi ki gusal hote huye bhi tumhare a ankh nahi khuli.

A: Maut ku kasrat se yaad kare owr aakhirat ke lia tayyari kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada