Khwaab me band raasta dekhna

Q: Har raat mein khwab mein band raasta dekhta hoon. Pahar par char ta hoon magar wahan bhi raasta band milta hai.

A: Tamaam kaam ku Sunnat ke mutaabiq karne ka ihtimaam kare owr gunaah se parhez kare. Allah Ta'ala aap ki pareshaaniyo ku hal farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada