Khwaab me mazaar dekhna

Q: Agar koi aurat khaawab main kesi buzrig ki mazar dekhay tu us ka kia matlab hain our os ku kia karna chahyea?

A: Usku chahia ke wo Deen ki raah par chale owr tamaam kaam ku sunnat ki mutaabiq karne ki kowshish kare. Issy tarah us ku chahia ke mushtabah owr haraam cheezo se parhez kare (jaise cellphone, internet, tv, buri suhbat, bure akhbaar, waghairah).

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels