Khwaab ki ta'beer

Q: Mufti Sahab main Saudi Arab main rehta hun aur mene khawab dekha ke main Pakistan hun aur main apne sath aik Ounth leker jaraha hun apne Pakistan walay ghar aur waha jaker uski qurbani kerta hun, baray mehrbani iski Tabeer bata dee jiye.

A: Allah Ta'ala aap ki Qurbaani qubool farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada