Awlaad ku saheeh tarbiyat dena

Q: Maine khwab mein dekha mein ek train mein hu aur mere saath mera beta bhi hai jo uski umar se chota hai aur mere baju mein khada hai aur zid kar raha hai k use mein gaud me uthalu to mein use gaud mein uthakar jo train mein upar hanger hote hai pakadkar station par niche utri.

A: Aap apni awlaad ku saheeh tarbiyat dede.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada