Published 8 years ago
Last updated 8 years ago
Q: Agar kisiko bharosha dilane ke liye Qur'an pe hath rakhke jhooti qasam khaye usse sirf yakeen dilane ke liye lekin ussi waqt apne dil me sacch bayan karle toh uss jhoot ke liye kya sirf tauba aur Allah maafi hi khafi hai ya koi aur jarya bhi hai maafi mangne ka.
A: Uske saath saath Allah se sachcha wa`dah karle ke aaindah kisee aysee harkat har giz nahi karega.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: