Qasam khaana ke kbhi apni puri shakl nahi dilkhaungi

Q: Meri ek dost ne qasm khayi ke use kabhi apni puri shakal nahi dilkhaungi. Uska matlab yahi soch ke qasam khaya tha usne ki puri shakl nhi dikaygi. Means ankh wagairah dikh sakta he. To usne ankh or kuch baal dikha diy. Usse to qasm toot gayi?

A: Agar ye qasam khaayi ke poori shakal nahi dekhaawungi aur mahaz aankh dikhayee to qasam nahi tooti.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Labels