Q: Me khwab ki tabeer ma'loom karna chahti hu. Me aksar khwaab me khud ko feces (pakhana) ya urine (paishab) krte dekhti hon. Pehle ye khwab muje 10 ya 15 din ya month bad ata tha tha ab ye aksar aney lage hen kuch din k waqfe k bad.. ar in sb khwabo me similar chez ye hoti k ma toilet seat pe bwethi hon ar hajat (feces ya urine)kr rhi hon ar ya tu toilet k andr ar log b mojod hen ya phr toilet seat ksi aesi jaga hy jahanar log bethe ya aaja rhe hen. ma preahan b hoti hin apna sattar chupane ki koshish b krti hon bt wahan mojod logo ko is se koi interest nhi hota k ma is waqt toilet seat par hon etc. aksar anjaan jaghem hi hotihen bt kbi kbi apna ghar b hota bt log joird gird hote wo apne relatives ya janne wale hihote he.. ma in khwabo ki bht preshan hon. Please muje guide kare. Mujhe aap k jawab ka intizar kar rahr ga.
A: Aap ku apni rowzi, kamaai owr haajato ke poori hone ki fikar he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: