Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q: Mae nae khwaab me jung dekhi hae or jung waly koibloog muj par hamla kr rahy hae lakin mae bach jati hu mujhy nai pata ka mera dost kon hae r dushmaan kon bs aik fauj har jati hae r sa k haat wegra kat jaty haen.
A: Is zamaane me jab aksar jago me gunaah owr fithne hote he, to aqal mandi ka taqaadha ye he ke aadmi har tarah ke lowg se ne mila owr har jaga ne jaae. Musalmaan ku pata nahi he ke kis waqt wo fithna me mubtala hosakta he. Is wajah se har ayk ku apne Deen owr apne ma taht waalo ke Deen ki hifaazat ke lia fikar kare owr apni aakhirat ke lia tayyari kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: