Billi Qu'an Shareef par pair rakhna

Q: Mere paas do biliya (cats) hai. Baz waqt aisa ho jata hai ke usmain se choti cat Qur'an ki cheezo par pair rakh deti hai. Uska koi gunah hai quke wo toh na samajh hai. Uska koi hadiya or fatwa dena hota hai?

A: Is me ihtiyaat karle ke Qur'an Shareef ke upar billi ka pair ne aawe. Jis tarah agar billi apna pair aap ke munh ke upar rakh legi, to aap us ku zowr se hataaenge, issy tarah Allah ke kalaam se bhi us ku hataado.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)