Published 7 years ago
Last updated 7 years ago
Q:
1. Agr haiz se qabal (aik din k baad aur dosray din se qabal) halki boori ya halki peeli ratoobat aurat k aglay muqam se kharij ho to kia ye istehasa hai? Kia us se wuzu toot jai ga?
2. Kia jn kapron (clothes) pr wo laghay unhay pehan kr namaz ada kr saktay hain q k wo to irregular intervals k baad release hoti hai?
A:
1. Agar ye haidh ke ayyaam me he to usko haidh shumaar kya jaayega.
2. Ye napaak he. Napaaki ko dho karke namaaz parhna dharoori he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
Answered by: