Khwaab ki ta'beer

Q: Ma ne khwab ma apni mangni dekhi r hakekat ma ghar waly khty cousin k sath krni ha khwab ma b usi ko dekha apna mangetar lakin wo bad ma inkar krta ha lakin ma angothi b ni utarte r bad ma ma ne dekha k us k liye raita red mirch wala bna k bhejhte hun ma bht upset hun plz mjhy btain ye kia khwab ha

A: Khwaab par poor i'timaad ne kare. Ba'd dafa zehni khiyaalaat ki wajah se khwaab dekhe jaate he. Agar aap aur aap ke maa baap is rishta se khush ho aur larke ke deen, akhlaaq aur aadaat se mutmain aur raazi ho to aap un se nikaah kar sakti.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada